Ya Baba Fitna Farebi Lyrics, Singer & Song Details

Phantom 2015 album cover

Phantom 2015 Album Details

Kabir Khan
Pritam Chakraborty
Kausar Munir
Saif Ali Khan, Katrina Kaif

album songs
Ya Baba Fitna Farebi
Singer : Amitabh Bhattacharya, Nakash

Ya Baba Fitna Farebi Lyrics

Song Title = Ya Baba (Fitna Farebi)
Movie/album = Phantom (2015)
Singers = Amitabh Bhattacharya, Nakash Aziz
Song Lyricists = Kausar Munir
Music Director = Pritam Chakraborty
Director = Kabir Khan
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Makhtool jigar ya baba
Qaatil hai nazar ya baba
Ek mahejabin ya baba
Ek noor-e-nabi ya baba
Rab ki rubaai ya baba
Ya hai tabahi ya baba
Gardan surahi ya baba
Boli ilaahi ya baba

Afghan jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera diwana
Bhai wah, bhai wah
Bandook dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana
Bhai wah, bhai wah

Afghan jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera diwana
Bhai wah, bhai wah
Bandook dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana
Bhai wah, bhai wah

O..dekh darazi wallah
Banda namazi wallah
Khel ke baazi wallah khaamakha
Ab thehra na kisi kaam ka
Wallah, wallah
Mir ka koi wallah
Shair suna ke wallah
Ghoont laga ke wallah jaam ka
Main raha khan mehaz naam ka

Oye lakht-e-jigar ya baba
Oye noor-e-nazar ya baba
Ek teer hai tu ya baba
Main chaak jigar ya baba
Bandon se nahi to allah se daregi
Waada to kabhi nibhana
Bhai wah, bhai wah

Bandook dikha dikha ke
Kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana
Bhai wah bhai wah bhai wah bhai

Rafa dafa loot gayi fitna farebi
Wo meri fitna farebi
Wo meri fitna farebi
Dafa dafa tang mujhe kitna karegi
O meri fitna farebi..
Aaye haaye fitna farebi

Rafa dafa loot gayi fitna farebi
Wo meri fitna farebi
Wo meri fitna farebi
Dafa dafa tang mujhe kitna karegi
O meri fitna farebi..
Aaye haaye fitna farebi

Gul-e-gulzar ya baba
Mere sarkar ya baba
Bada manshoor ya baba
Tere rukhsaar ya baba
Haaye shamsheer nigahein
Chabuk si adayein
Nacheez pe na chalana
Bhai wah, bhai wah

Bandook dikha dikha ke
Kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana
Bhai wah, bhai wah..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ya Baba Fitna Farebi

Ya Baba Fitna Farebi is a song from Phantom 2015. It is sung by Amitabh Bhattacharya, Nakash. Lyrics are credited to Kausar Munir. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Phantom 2015 album song list for more songs and album details.