Woh To Hai Albela Lyrics, Singer & Song Details

Kabhi Haan Kabhi Naa 1994 Album Details
Kundan Shah
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Majrooh Sultanpuri
Shah Rukh Khan, Suchitra Krishnamoorthi, Deepak Tijori
Woh To Hai Albela Lyrics
Song Title = Woh To Hai Albela
Movie/Album = Kabhi Haan Kabhi Naa (1994)
Singer = Devki, Kumar Sanu
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Kundan Shah
Mp3 Song Lyrics
(( [Woh to hai albela
Harazo mein akela ]2
Sada tumne ayeb dekha
Hoonar to na dekha
Woh to hai albela
Harazo mein akela
Sada tumne ayeb dekha
Hoonar to na dekha
[Phursat na tumhein
Apne jahan se
Uske bhi dil ki kabhi samjhte kahan se]2
Jana hai jise phatar
heera hai woh to heera
Sada tumne ayeb dekha
Hunar to na dekha
[Woh to hai albela
Harazo mein akela ]2
[Banshi to lakdi sada
Samjha kiye tum
par uske nagmo ki dhun kahan sun sake tum]2
Diye ki baati dekhi
Dekhi na uski jyoti
Sada tumne ayeb dekha
Hunar to na dekha
[Woh to hai albela
Harazo mein akela ]2
Sada tumne ayeb dekha
Hunar to na dekha
Woh to hai albela..))
Posted by : {Anamika Tyagi}