Woh Teri Duniya Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Dacait 1987 album cover

Dacait 1987 Album Details

Rahul Rawail
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Rakhee Gulzar, Sunny Deol, Meenakshi Sheshadri

album songs
Woh Teri Duniya Nahin
Singer : Lata Mangeshkar

Woh Teri Duniya Nahin Lyrics

Song Title = Woh Teri Duniya Nahin
Movie/Album = Dacait
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Rahul Rawail
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

(woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin
uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin) (2)
woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin

rote teri yaad mein gujarega har saawan mera (2)
jab kahenge log daaku ban gaya saajan tera
mujhape kya -3 gujaregi tu iss baat se gaafil nahin
uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin
woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin

geet bulbul ka hai yeh koyal ki mithi kuk hai (2)
jindagi hai phul tere haath mein banduk hai
tu mera -3 saajan hai saajan, tu koyi kaatil nahi
uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin
woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin


har kasam ko todkar, har ek waada todkar (2)
ja raha hai aaj tu nafrat se sabako chhodkar
kya meri -3 chaahat bhi tere pyaar ke kaabil nahi
(uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin
woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin) (2


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Woh Teri Duniya Nahin

Woh Teri Duniya Nahin is a song from Dacait 1987. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Dacait 1987 album song list for more songs and album details.