Woh Raat Din Woh Sham Lyrics, Singer & Song Details

Saiyan 1951 album cover

Saiyan 1951 Album Details

M Sadiq
Sajjad Hussain
D. N. Madhok
Ajit, Madhubala, Sajjan, Jayant

album songs
Woh Raat Din Woh Sham
Singer : Lata Mangeshkar

Woh Raat Din Woh Sham Lyrics

Song Title = Woh Raat Din Woh Sham
Movie/album = Saiyan (1951)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Music Director = Sajjad Hussain
Director = M. Sadiq

Mp3 Song Lyrics

((Wo raat din vo shyaam ki
Guzari hui kahaaniyaan
Wo raat din vo shyaam ki
Guzari hui kahaaniyaan
Ja tere ghar me chhod di
Pyaar ki sab nishaaniyaan
Wo raat din vo shyaam ki
Guzari hui kahaaniyaan

Sabra o qaraar chhin gayaa
Ghar thaa so vo bhi lut gayaa
Sabra o qaraar chhin gayaa
Ghar thaa so vo bhi lut gayaa
Yaad rahegi umra bhar
Aap ki maharbaaniyaan
Wo raat din vo shyaam ki
Guzari hui kahaaniyaan
Ja tere ghar me chhod di
Pyaar ki sab nishaaniyaan

Aaye bhi aur chale gaye
Din mere bahaar ke
Aaye bhi aur chale gaye
Din mere bahaar ke
Ab hai fhizaa ki god me
Roti hui javaaniyaan
Wo raat din vo shyaam ki
Guzari hui kahaaniyaan
Ja tere ghar me chhod di
Pyaar ki sab nishaaniyaan..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Woh Raat Din Woh Sham

Woh Raat Din Woh Sham is a song from Saiyan 1951. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to D. N. Madhok. Music information: Sajjad Hussain. Read the lyrics above and view the Saiyan 1951 album song list for more songs and album details.