Woh Pehli Baar Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Mein Kabhi Kabhi 1999 album cover

Pyaar Mein Kabhi Kabhi 1999 Album Details

Raj Kaushal
Shekhar Ravjiani
Mandira Bedi
Rinke Khanna, Dino Morea, Sanjay Suri

album songs
Woh Pehli Baar
Singer : Shaan

Woh Pehli Baar Lyrics

Song Title = Woh Pehli Baar
Movie/Album = Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999)
Singers = Shaan
Lyricist = Mandira Bedi, Raj Kaushal
Music Director = Shekhar Ravjiani
Film Director = Raj Kaushal

Mp3 Song Lyrics

((Woh pehli baar jab ham mile, hathon mein haath jab ham chale
Hogaya yeh dil deewana, hota hai pyar kya kisne jaana
Teri aankhon mein jannat basa ke chala, teri zulfo ki chauv mein chalta chala
Tere naino mein chain, tere lab pe khushi, tujhko hee main mohobbat bana ke

chala

Woh pehli baar jab ham mile, hathon mein haath jab ham chale

Woh pehli baar jab ham mile, ho gaye suru ye silsile
Hogaya yeh dil deewana, hota hai pyar kya kisne jaana

Khilti kaliyon mein dhundhu bas tere nishan
Main na jaanu hai aakhir yeh kya karva
Tujhe dekhu to aaye lab pe khushi
Khuda na kare ho kabhi duriya
Woh pehli baar jab ham mile, hathon mein haath jab ham chale
Hogaya yeh dil deewana, hota hai pyar kya humne jaana

Hogaya hun mai pagal ab tere liye
Tere bin dil bechara yeh kaise jeeye
Maine khoyee hai chain payee tujhme khushi
Tu banni jaane jaana meri zindagi
Woh pehli baar jab ham mile, hathon mein haath jab ham chale
Hogaya yeh dil deewana, hota hai pyar kya humne jaana
Woh pehli baar jab ham mile, hathon mein haath jab ham chale
Hogaya yeh dil deewana, hota hai pyar kya humne jaana...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Woh Pehli Baar

Woh Pehli Baar is a song from Pyaar Mein Kabhi Kabhi 1999. It is sung by Shaan. Lyrics are credited to Mandira Bedi. Music information: Shekhar Ravjiani. Read the lyrics above and view the Pyaar Mein Kabhi Kabhi 1999 album song list for more songs and album details.