Woh Paas Nahi Majboor Hai Lyrics, Singer & Song Details

Naubahar 1952 album cover

Naubahar 1952 Album Details

Pandit Anand Kumar
None
None
Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Kuldip Kaur

album songs
Woh Paas Nahi Majboor Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Woh Paas Nahi Majboor Hai Lyrics

Song Title = Woh Paas Nahi Majboor Hai
Movie/Album = Naubahar (1952)
Singer(s) = Lata Mangeshkar

Mp3 Song Lyrics

((bhatake huye musaafir, manzil ko dhundhate hai
dil kho gaya hamaara,ham dil ko dhundhate hai

woh paas nahin majboor hai dil, ham aas lagaaye baithe hai
ummeed bhare aramaanon ka toofaan chhupaaye baithe hai
jaao ke wohi bedard ho tum,wa adon ka jinhe kuchh paas nahin
ham hai ke tumhaare wa adon par,duniya ko bhulaye baithe hai
woh paas nahin

barbaad hai dil, ujada hai chamaan, berang hui phoolon ki khuban
bekaar ulajhate kaanto se daaman ko bachaaye baithe hai
woh paas nahin))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Woh Paas Nahi Majboor Hai

Woh Paas Nahi Majboor Hai is a song from Naubahar 1952. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Naubahar 1952 album song list for more songs and album details.