Woh Paas Aa Rahe Hain Lyrics, Singer & Song Details

Samadhi 1950 album cover

Samadhi 1950 Album Details

Ramesh Saigal
C. Ramchandra
Rajendra Krishan
Ashok Kumar, Nalini Jaywant

album songs
Woh Paas Aa Rahe Hain
Singer : Lata Mangeshkar

Woh Paas Aa Rahe Hain Lyrics

ong Title = Woh Paas Aa Rahe Hain
Movie/album = SAMADHI
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Song Lyricists =Rajendra Krishan
Music Director =Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Director =Ramesh Saigal

Mp3 Song Lyrics

((woh paas aa rahe hein, ham duur jaa rahe hein
apani khushi se apani duniya lootaa rahe hein
apani khushi se apani duniya lootaa rahe hein

aankhe bhi ro rahi hai, dil bhi tadap raha hai
dil bhi tadap raha hai,
aur woh samajh rahe hein ham muskuraa rahe hein
apani khushi se apani duniya lootaa rahe hein....[2]

bedard hai zamaanaa, majboor hai muhobbat
majboor hai muhobbat
manzeel ke paas aa kar, manzeel se jaa rahe hein
apani khushi se apani duniya lootaa rahe hein.....[2]

O duur jaane wale....
O duur jaane wale, tujhko khabar nahin hai
O duur jaane wale, tujhko khabar nahin hai
ham rooTh kar khushi se, gham ko manaa rahe hein
apani khushi se apani duniya lootaa rahe hein......[2]

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Woh Paas Aa Rahe Hain

Woh Paas Aa Rahe Hain is a song from Samadhi 1950. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: C. Ramchandra. Read the lyrics above and view the Samadhi 1950 album song list for more songs and album details.