Woh Hum Se Khafa Hai Lyrics, Singer & Song Details

Tumsa Nahin Dekha 2004 album cover

Tumsa Nahin Dekha 2004 Album Details

Anurag Basu
Nadeem, Shravan
Sameer
Dia Mirza, Emraan Hashmi, Anupam Kher

album songs
Woh Hum Se Khafa Hai
Singer : Shreya Ghoshal, Udit Narayan

Woh Hum Se Khafa Hai Lyrics

Song Title = Woh Hum Se Khafa Hai
Movie/Album = Tumsa Nahin Dekha (2004)
Singers = Shreya Ghoshal, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Anurag Basu

Mp3 Song Lyrics

((woh humse khafa hain hum unse khafa hain 2
magar baat karne ko jee chahta hain
badi dilnashi hai yeh unki adaayen
adaaon pe marne ko jee chahta hain
woh humse khafa hain hum unse khafa hain 2

(jo kehna hai unse kahe bhi toh kaise
bina kutch kahe hum rahe bhi toh kaise) 2
bina kutch kahe hum rahe bhi toh kaise
kasam chahaton ki mohabbat mein ab toh
hadho se gujarne ko jee chahta hain
woh humse khafa hain hum unse khafa hain
magar baat karne ko jee chahta hain
woh humse khafa hain hum unse khafa hain

(jo dil ki duaan hai kabhi kaam aaye
ghadi do ghadi ko toh aaram aaye) 2
ghadi do ghadi ko toh aaram aaye
sanam baajuon ke hasi daayre mein
rokar bikharne ko jee chahta hain
woh humse khafa hain hum unse khafa hain
magar baat karne ko jee chahta hain
badi dilnashi hai yeh unki adaayen
adaaon pe marne ko jee chahta hain
woh humse khafa hain hum unse khafa hain...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Woh Hum Se Khafa Hai

Woh Hum Se Khafa Hai is a song from Tumsa Nahin Dekha 2004. It is sung by Shreya Ghoshal, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem, Shravan. Read the lyrics above and view the Tumsa Nahin Dekha 2004 album song list for more songs and album details.