Woh Aayainge Khushi Bankar Lyrics, Singer & Song Details

Aurat 1953 album cover

Aurat 1953 Album Details

Bhagwan Das Varma
Jaikishan , Shankar
Hasrat Jaipuri
Hiralal, Premnath, Bina Rai

album songs
Woh Aayainge Khushi Bankar
Singer : Lata Mangeshkar

Woh Aayainge Khushi Bankar Lyrics

Song Title = Wo Aayenge Khushi Ban Kar
Movie/album = Aurat (1953)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists =Hasrat Jaipuri
Music Composer =Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director =Bhagwan Das Varma
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Aaj ki raat kabhi khatam na hone aaye
Roz hoti hai subah aaj na hone paaye

Woh aayenge khushi ban kar bahaaren
Saath laayenge
Mere ghar mein muhabbat ke nazaare
Muskuraayenge woh aayenge

Maza is intizaari ka
Koyi poochhe mere dil se
Tamanna jhoom kar kehti
Hai hardam dil ki mehfil se
Yeh har dam dil ki mehfil se
Woh aayenge khushi ban kar bahaaren
Saath laayenge
Mere ghar mein muhabbat ke nazaare
Muskuraayenge woh aayenge

Mere armaan itraa kar
Tadap kar baat kehte hain
Wohi mehmaan aate hain
Jo mere dil mein rehte hain
Jo mere dil mein rehte hain
Woh aayenge khushi ban kar bahaaren
Saath laayenge
Mere ghar mein muhabbat ke nazaare
Muskuraayenge woh aayenge

Sunaayenge unhen
Hasrat bhari aankhon se afsaana
Jo hum se ho saka to
Unko denge dil ka nazraana
Unhen hum dil ka nazraana
Woh aayenge khushi ban kar bahaaren
Saath laayenge
Mere ghar mein muhabbat ke nazaare
Muskuraayenge woh aayenge..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Woh Aayainge Khushi Bankar

Woh Aayainge Khushi Bankar is a song from Aurat 1953. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan , Shankar. Read the lyrics above and view the Aurat 1953 album song list for more songs and album details.