Wo Ladki Bahut Yaad Aati Lyrics, Singer & Song Details

Qayamat 2003 album cover

Qayamat 2003 Album Details

Harry Baweja
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Isha Koppikar, Riya Sen,

album songs
Wo Ladki Bahut Yaad Aati
Singer : Kumar Sanu

Wo Ladki Bahut Yaad Aati Lyrics

Song Title = Wo Ladki Bahut Yaad Aati
Movie/Album = Qayamat (2003)
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Harry Baweja

Mp3 Songs Lyrics

((Ab kyon milna chaahte ho mujhse bolo
Chup kyon ho bolo
Maine tumhare bagair itni khaamoshi mehsus ki hai
Ki main bolna bhool gaya hoon
Main tumse itni door chali jaaongi
Ke dekhna hamesha ke liye khamosh ho jaaoge tum

Chaaro taraf tanhayi hai
Chaaro taraf tanhayi hai
Ek udaasi chaayi hai
Soch ke uski baaton ko aankh meri bhar aayi hai
Bechaini hain saason mein
Dard utha hai seene mein
Bichad ke apne dilbar se
Aaye maza na jeene mein
Kitna mujhe tadpati hai..

Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai..

Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Wo Ladki Bahut Yaad Aati

Wo Ladki Bahut Yaad Aati is a song from Qayamat 2003. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Qayamat 2003 album song list for more songs and album details.