Waqt Thoda Sa Abhi Lyrics, Singer & Song Details

Seema 1971 album cover

Seema 1971 Album Details

Surendra Mohan
Jaikishan Dayabhai Panchal
Varma Malik
Rakesh Roshan, Kabir Bedi, Simi Garewal

album songs
Waqt Thoda Sa Abhi
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Waqt Thoda Sa Abhi Lyrics

Song Title = Waqt Thoda Sa Abhi
Movie/album = Seema (1971)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Verma Malik
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Surendra Mohan

Mp3 Songs Lyrics

((Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya tufan thahar jane de
Aur thodi der dekh lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan dil se utar jane de

Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya tufan thahar jane de
Aur thodi der dekh lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan dil se utar jane de
Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de

Teri masum jawani ka hai ehsas mujhe
Phir bhi baitha le ghadi bhar ke
Liye pas mujhe rani
Teri masum jawani ka hai ehsas mujhe
Phir bhi baitha le ghadi bhar ke
Liye pas mujhe rani
Tan ki duri na rahe man ka milan ho sacha
Pyar ki aag me tan man ko nikhar jane de

Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya tufan thahar jane de
Aur thodi der dekh lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan dil se utar jane de
Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de

Teri aankho ke kamal chum lu to chain mile
Teri baho me zara jhum lu to chain mile raja
Teri aankho ke kamal chum lu to chain mile
Teri baho me zara jhum lu to chain mile raja
Chand ghadiya mil gayi jo zindagi se humko
Apni baho ki pnaho me guzar jane de

Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya tufan thahar jane de
Aur thodi der dekh lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan dil se utar jane de
Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Waqt Thoda Sa Abhi

Waqt Thoda Sa Abhi is a song from Seema 1971. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Varma Malik. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Seema 1971 album song list for more songs and album details.