Waqt Ko Bhala Kisse Yaari Lyrics, Singer & Song Details

Talaashi 1994 album cover

Talaashi 1994 Album Details

None
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
None

album songs
Waqt Ko Bhala Kisse Yaari
Singer : Chorus, Sapna Mukherjee

Waqt Ko Bhala Kisse Yaari Lyrics

Song Title = Waqt Ko Bhala Kisse Yari Hai
Movie/Album = Talaashi (1994)
Singers = Chorus, Sapna Mukherjee
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Tulsi Ramsay

Mp3 Song Lyrics

((Har karam waqt se
Har seetam waqt se
Har khushi waqt se
Aur ye gham waqt se

Waqt ko bhala kisse yaari hai
Aaj teri to kal uski baari hain
Waqt ko bhala kisse yaari hai
Aaj teri to kal uski baari hain
Bhaag kar waqt se tu kaha jaayega
Masti ki har ghadi tujh pe waari hain
Tujh pe waari hain
Waqt ko bhala kisse yaari hai
Aaj teri to kal uski baari hain
Waqt ko bhala kisse yaari hai
Aaj teri to kal uski baari hain

Chahein chol badan chahein chehare badan
Apne chaaron taraf ek ghere baadal
Chahein chol badan chahein chehare badan
Apne chaaron taraf ek ghere baadal
Sochata hain agar baat ban jaayegi
Tujh mein aur waqt mein aisi ban jaayegi
Khwaab par waqt par tu kahan jaayega
Waqt ki har ghadi tujh pe waari hain
Tujh pe waari hain
Waqt ko bhala kisse yaari hai
Aaj teri to kal uski baari hain

Lal la laa lal la laa
Lal la laa lal la laa
Waqt ki dhaare jo bhi mode yahan
Waqt chhode nahi usaka naamo nishaan
Waqt ki dhaare jo bhi mode yahan
Waqt chhode nahi usaka naamo nishaan
Waqt soya tera waqt aaya tera
Haske kehade tu zamane se tu alvidaa
Bhaag kar waqt se tu kahan jaayega
Waqt ki har ghadi tujh pe waari hain
Tujh pe waari hain

Waqt ko bhala kisse yaari hai
Aaj teri to kal uski baari hain
Waqt ko bhala kisse yaari hai
Aaj teri to kal uski baari hain
Bhaag kar waqt se tu kahan jaayega
Waqt ki har ghadi tujh pe waari hain
Tujh pe waari hain
Lal la laa lal la laa
Lal la laa lal la laa.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Waqt Ko Bhala Kisse Yaari

Waqt Ko Bhala Kisse Yaari is a song from Talaashi 1994. It is sung by Chorus, Sapna Mukherjee. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Talaashi 1994 album song list for more songs and album details.