Waqt Karat Jo Wafa Lyrics, Singer & Song Details

Dil Ne Pukara 1967 album cover

Dil Ne Pukara 1967 Album Details

Mohan Kuplari
None
Indeevar
Shashi Kapoor, Sanjay Khan, Rajshree

album songs
Waqt Karat Jo Wafa
Singer : Mukesh

Waqt Karat Jo Wafa Lyrics

Song Title = Waqt Karat Jo Wafa
Song Lyrics Movie = Dil Ne Pukara (1967)
Singer= Mukesh
Lyrics- = ndeewar

Mp3 Song Lyrics

((Waqt karta jo wafaa
Waqt karta jo wafaa
aap hamaare hote
ham bhi auron ki tarah
ham bhi auron ki tarah
aapko pyaare hote
Waqt karta jo wafaa

apni taqdeer me pahle hi se
kuchh to gham hai
apni taqdeer me pahle hi se
kuchh to gham hai
aur kuchh aapki fitrat me wafaa bhi kam hai
warna jeeti huyi baazi to naa haare hote
Waqt karta jo wafaa
aap hamaare hote
Waqt karta jo wafaa

ham bhi pyaase hain
ye saaki ko bataa bhi na sake
ham bhi pyaase hain
ye saaki ko bataa bhi na sake
saamne jaam thaa aur jaam uthaa bhi na sake
kaash ham ghairate mehfil ke na maalik hote
Waqt karta jo wafaa
aap hamaare hote
Waqt karta jo wafaa

dam ghutaa jaataa hai
seene me phir bhi zindaa hain
dam ghutaa jaataa hai
seene me phir bhi zindaa hain
tumse kyaa ham to
zindagi se bhi sharmindaa hain
mar hi jaate na jo
yaadon ke sahaare hote
Waqt karta jo wafaa
aap hamaare hote
ham bhi auron ki tarah
ham bhi auron ki tarah
aapko pyaare hote
Waqt karta jo wafaa...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Waqt Karat Jo Wafa

Waqt Karat Jo Wafa is a song from Dil Ne Pukara 1967. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: None. Read the lyrics above and view the Dil Ne Pukara 1967 album song list for more songs and album details.