Waqt Bada Baimaan O Rabba Lyrics, Singer & Song Details

Musaa 2010 album cover

Musaa 2010 Album Details

Himanshu Bhatt
Santosh Sharma
Ibrahim Ashq
Jackie Shroff, Samir Aftab, Akhilendra Mishra

album songs
Waqt Bada Baimaan O Rabba
Singer : Zubeen Garg

Waqt Bada Baimaan O Rabba Lyrics

Song Title = Waqt Bada Baiman O Rabba
Movie/Album = Musaa (2010)
Singer = Zubeen Garg
Song Lyricists = Ibrahim Ashq
Music Composer = Santosh Sharma
Director = Himanshu Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan
waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan
tute gaye sab khwab hamare, bikher gaye armaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan

lamha lamha haath se fisali kya din hai kya raat
bante bante bighad hi jaye jiwan ki har baat
lamha lamha haath se fisali kya din hai kya raat
bante bante bighad hi jaye jiwan ki har baat
sab kuch hai anjaan oo raba, sab kuch hai anjaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan

uljhi uljhi dor hai saari, kon ise suljhaye
hum jitani suljhane jaye aur uljhati jaye
uljhi uljhi dor hai saari, kon ise suljhaye
hum jitani suljhane jaye aur uljhati jaye
nikali jaye jaan oo raba, nikali jaye jaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan

dhundhali dhundhali saari fija hai, chhupa hua hai raaj
apne andar tut rahi hai, apni hi aawaj
dhundhali dhundhali saari fija hai, chhupa hua hai raaj
apne andar tut rahi hai, apni hi aawaj
saaso me tufan oo raba, saaso me tufan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan
tute gaye sab khwab hamare, bikher gaye armaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Waqt Bada Baimaan O Rabba

Waqt Bada Baimaan O Rabba is a song from Musaa 2010. It is sung by Zubeen Garg. Lyrics are credited to Ibrahim Ashq. Music information: Santosh Sharma. Read the lyrics above and view the Musaa 2010 album song list for more songs and album details.