Waqif Hoon Khoob Ishq Ke Lyrics, Singer & Song Details

Bahu Begum 1967 album cover

Bahu Begum 1967 Album Details

M. Sadiq
Roshanlal Nagrath
Sahir Ludhianvi
Ashok Kumar, Pradeep Kumar, Meena Kumari

album songs
Waqif Hoon Khoob Ishq Ke
Singer : Mohammed Rafi, Manna Dey

Waqif Hoon Khoob Ishq Ke Lyrics

Song Title = Waqif Hoon Khoob Ishq Ke
Movie/album = Bahu Begum (1967)
Singers = Mohammed Rafi, Manna Dey
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Roshanlal Nagrath
Director = M. Sadiq
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Araz e shauq aankhon mein hai,
Araz e wafa aankhon mein hai
Tere aage baat kahane ka
Maza aankhon mein hai

Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Waqif hoon khoob ishq ke
Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Kah doonga dil ki baat
Kah doonga dil ki baat
Nazar ki zuban se main
Kah doonga dil ki baat
Kah doonga dil ki baat

Meri wafa ka shauq se
Tu imtahaan le
Meri wafa ka shauq se
Tu imtahaan le
Meri wafa ka shauq se
Tu imtahaan le
Guzarunga tere ishq mein
Guzarunga tere ishq mein
Har imtahan se main
Guzarunga tere ishq mein

Ai husn e aashana
Tere jalawon ki khair ho
Ai husn e aashana
Ai husn e aashana
Tere jalawon ki khair ho
Ai husn e aashana
Tere jalawon ki khair ho
Begana ho gaya
Begana ho gaya hoon
Gam e do jahan se main
Begana ho gaya hoon
Gam e do jahan se main
Begana ho gaya hoon
Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Waqif hoon khoob ishq ke...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Waqif Hoon Khoob Ishq Ke Video

About Waqif Hoon Khoob Ishq Ke

Waqif Hoon Khoob Ishq Ke is a song from Bahu Begum 1967. It is sung by Mohammed Rafi, Manna Dey. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Bahu Begum 1967 album song list for more songs and album details.