Wallah Wallah Sare Gaon Me Lyrics, Singer & Song Details

Pardesi 1993 album cover

Pardesi 1993 Album Details

Raj N Sippy
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Mithun Chakraborty, Pankaj Dheer, Shakti Kapoor, Suresh Oberoi, Sumalatha, Varsh

album songs
Wallah Wallah Sare Gaon Me
Singer : Anuradha Paudwal

Wallah Wallah Sare Gaon Me Lyrics

Song Title = Wallah Wallah Sare Gaon Me
Movie/Album = Pardesi (1993)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav,
Milind Shrivastav
Director = Raj N. Sippy

Mp3 Song Lyrics

((Wallah wallah wallah wallah
Wallah wallah wallah wallah
Wallah wallah wallah wallah
Sare gaon mein mach gaya halla
Sare gaon mein mach gaya halla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Wallah wallah wallah wallah
Wallah wallah wallah wallah
Sare gaon mein mach gaya halla
Sare gaon mein mach gaya halla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla

Dhabe mein khana khane gayi thi
Dhabe mein khana khane gayi thi
Main apna dil bahelane gayi thi
Main apna dil bahelane gayi thi
Meri jawani mushkil mein pad gayi
Ek aashiq se nazar meri lad gayi
Jaan bacha ke waha se main bhagi
Chhalla nahi tha subhah jab main jagi
Jaan gaya tauba sara muhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla

Bazaar mein kuch lene gayi thi
Bazaar mein kuch lene gayi thi
Kapda silaai ka dene gayi thi
Kapda silaai ka dene gayi thi
Aaye waha kuch aawara ladke
Baaho mein bhar liye mujhko jakad ke
Puchho na kaise waha se main nikli
Jaane kaha meri anguthi fisli
Aage kya ho kya saram aaye allah
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Wallah wallah wallah wallah
Wallah wallah wallah wallah
Sare gaon mein mach gaya halla
Sare gaon mein mach gaya halla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Wallah Wallah Sare Gaon Me

Wallah Wallah Sare Gaon Me is a song from Pardesi 1993. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Pardesi 1993 album song list for more songs and album details.