Wafa Ne Bewafai Lyrics, Singer & Song Details

Teraa Surroor 2016 album cover

Teraa Surroor 2016 Album Details

Shawn Arranha
Himesh Reshammiya
Sameer Anjaan
Himesh Reshammiya, Farah Karimi, Naseeruddin Shah, Shekhar Kapur, Kabir Bedi

album songs
Wafa Ne Bewafai
Singer : Arijit Singh, Neeti Mohan

Wafa Ne Bewafai Lyrics

Song Title = Wafa Ne Bewafai
Movie/album = Teraa Surroor (2016)
Singers = Arijit Singh, Neeti Mohan, Suzanne DMello
Song Lyricists = Sameer Anjaan
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Shawn Arranha

Mp3 Song Lyrics

((Ik daur woh tha mujhse bhi zyada
Unko fikar thi meri...
Kehte the mujhse rukhsat na honge
Milke dobara kabhi...

Ab toh gairon se mera haal puchha jaata hai
Yahi dard-e-dil mere dil ko rulata hai

Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai

Wafa ne bewafai...

Baby when i look into your eyes
Baby i’m in paradise
We could take you to the skies
We could make you and i...

Baby when i look into your eyes
Baby i’m in paradise
We could take you to the skies
We could make you and i...

Meri aashiqui yeh, rabb ke hawale
Roothe yaar ko bas, koi mana le
Yaadon ki sooli dil mein, gad jaati hai
Veeraniyan jab had se, badh jaati hai...

Ik daur woh tha mujhse bhi zyada
Unko fikar thi meri...
Kehte the mujhse rukhsat na honge
Milke dobara kabhi...

Ab toh gairon se mera haal puchha jaata hai
Yahi dard-e-dil mere dil ko rulata hai...

Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai...

Wafa ne bewafai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Wafa Ne Bewafai

Wafa Ne Bewafai is a song from Teraa Surroor 2016. It is sung by Arijit Singh, Neeti Mohan. Lyrics are credited to Sameer Anjaan. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Teraa Surroor 2016 album song list for more songs and album details.