Wafa Ki Raah Mein Lyrics, Singer & Song Details

Bezubaan album cover

Bezubaan Album Details

Bezubaan
Jugal Baba
None
Bezubaan

album songs
Wafa Ki Raah Mein
Singer : Manhar Udhas

Wafa Ki Raah Mein Lyrics

Song Lyrics Title = Wafa Ki Raah Mein
Movie/Album Name = Bezubaan
Singers = Manhar Udhas
Song Lyricists = N/A
Music Director = Jugal Baba
Music Label = Universal Music
Starring = Manhar Udhas

Mp3 Song Lyrics

(( Wafa ki raah mein
Hum dil ko haar baithe hain
Wafa ki raah mein
Hum dil ko haar baithe hain
Chale bhi aao, chale bhi aao
Sanam bekaraar baithe hain
Wafa ki raah mein

Kahe to kaise
Kahe to kaise kahe ishq ke fasane ko
Kahe to kaise kahe ishq ke fasane ko
Tumhari baazu mein, tumhari baazu mein
Dushman hazaar baithe hain
Wafa ki raah mein

Uthe to teri hi
Uthe to teri hi duniya se uth ke jayenge
Uthe to teri hi duniya se uth ke jayenge
Nahi to hum bhi, nahi to hum bhi
Kiye intazaar baithe hain
Wafa ki raah mein

Kabhi to aayenge
Kabhi to aayenge woh bhi marij ke ghar par
Kabhi to aayenge woh bhi marij ke ghar par
Kisi pe hum bhi, kisi pe hum bhi
Kiye aitbaar baithe hain
Chale bhi aao, chale bhi aao
Sanam bekaraar baithe hain
Wafa ki raah mein
Hum dil ko haar baithe hain
Wafa ki raah mein.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Wafa Ki Raah Mein

Wafa Ki Raah Mein is a song from Bezubaan. It is sung by Manhar Udhas. Lyrics are credited to None. Music information: Jugal Baba. Read the lyrics above and view the Bezubaan album song list for more songs and album details.