Wadon Ki Sham Lyrics, Singer & Song Details

Anand Aur Anand 1984 album cover

Anand Aur Anand 1984 Album Details

Dev Anand
Rahul Dev Burman
Anjaan
Dev Anand, Raakhee, Suneil Anand, Raj Babbar, Smita Patil, Natasha Sinha

album songs
Wadon Ki Sham
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Wadon Ki Sham Lyrics

Song Lyrics Title = Wadon Ki Sham
Song Lyrics Movie = Anand Aur Anand (1984)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Dev Anand
Music Label = CBS Music


Mp3 Song Lyrics


((Wadon ki sham aayi
Yaaro ke naam aayi
Chhalkati jam aayi deewano
Wadon ki sham aayi
Yaaro ke naam aayi
Chhalkati jam aayi deewano
Pyase dilo ki ye bekrari
Pyase dilo ki ye bekrari
Kya rang layi deewano ha ha
Wadon ki sham aayi
Yaaro ke naam aayi
Chhalkati jam aayi diwano

Dil ho amir ya garib ka dil
Use mile jiske nasib ka dil
Dil ho amir ya garib ka dil
Use mile jiske nasib ka dil
Dil se dil milane ka raz
Ye tum kya jano
Wadon ki sham aayi
Yaaro ke naam aayi
Chhalkati jam aayi deewano
Wadon ki sham aayi la la
Yaaro ke naam aayi la la
Chhalkati jam aayi deewano, deewano

Kabhi mile kabhi majbur hui
Dil se na tum kabhi dur hue
La la lala
Kabhi mile kabhi majbur hui
Dil se na tum kabhi dur hue
Sadiyo se tum ho mere
Mano ya na mano
Wadon ki sham aayi
Yaaro ke naam aayi
Chhalkati jam aayi deewano
Wadon ki sham aayi
Yaaro ke naam aayi
Chhalkati jam aayi deewano

Dil kahe pal ye thaher jaye
Raat na dhale na sahar aaye
Ho ho ho ho ho ho
Dil kahe pal ye thaher jaye
Raat na dhale na sahar aaye
Is pal me kya hai
Nasha tum jano mai janu
Wadon ki sham aayi
Yaaro ke naam aayi
Chhalkati jam aayi diwano
Pyase dilo ki ye bekrari
Kya rang layi deewano
Hey wadon ki sham aayi
Yaaro ke naam aayi
Chhalkati jam aayi deewano....))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Wadon Ki Sham Video

About Wadon Ki Sham

Wadon Ki Sham is a song from Anand Aur Anand 1984. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Anand Aur Anand 1984 album song list for more songs and album details.