Vallah Kya Baat Hai Title Lyrics, Singer & Song Details

Vallah Kya Baat Hai 1962 album cover

Vallah Kya Baat Hai 1962 Album Details

Hari Walia
Roshanlal Nagrath
Prem Dhawan
Shammi Kapoor, Bina Rai, Nishi

album songs
Vallah Kya Baat Hai Title
Singer : Mohammed Rafi

Vallah Kya Baat Hai Title Lyrics

Song Title = Vallah Kya Baat Hai Title
Movie/album = Vallah Kya Baat Hai (1962)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Director = Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director = Hari Walia

Mp3 Song Lyrics

((vo bijli hai ham shola, aaj na jaane kya hoga
chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayaamat ka
ho ho ho yaaro husn ki ishk se ye pahali mulakaat hai
aa ha ha vallaah kya baat hai
oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai
vo bijli hai ham shola, aaj na jaane kya hoga
chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayaamat ka
ho ho ho yaaro husn ki ishk se ye pahali mulakaat hai
aa ha ha vallaah kya baat hai
oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai

hote hai kaafir yu to, allaah-allaah kahate hai dilbar jinko
dil ko uda le has ke, tauba-tauba aata hai jaadu inko
lekin hamse jo aankh mili to, kha gaye vo bhi chakkar
sab naaz vo apne bhul gaye, aur bhul gaye sab akad
unko paani pina pada, ye hai naazuk vaqt bada
chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayaamat ka
ho ho ho yaaro husn ki ishk se ye pahali mulakaat hai
aa ha ha vallaah kya baat hai
oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai

aisi bhi kya madhoshi, dekho-dekho hosh nahi anchal ka
kahati hai saaf nigaahe, allaah kasam haal bura hai dil ka
hai baat abhi to aankho tak, aage zaalim kya hoga
jab dil ko chhu legi najar, jaane aalam kya hoga
chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayaamat ka
ho ho ho yaaro husn ki ishk se ye pahali mulakaat hai
aa ha ha vallaah kya baat hai
oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai
vo bijli hai ham shola, aaj na jaane kya hoga
chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayaamat ka
ho ho ho yaaro husn ki ishk se ye pahali mulakaat hai
aa ha ha vallaah kya baat hai
oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Vallah Kya Baat Hai Title

Vallah Kya Baat Hai Title is a song from Vallah Kya Baat Hai 1962. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Vallah Kya Baat Hai 1962 album song list for more songs and album details.