Uuf Kya Jadoo Mohabbat Title Lyrics, Singer & Song Details

Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai 2004 album cover

Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai 2004 Album Details

Manoj J. Bhatia
Sandesh Shandilya
Mehboob Alam Kotwal
Akshay Anand, Nitin Arora, Sammir Dattani, Anang Desai, Pooja Kanwal, Sachin Khe

album songs
Uuf Kya Jadoo Mohabbat Title
Singer : Sunidhi Chauhan

Uuf Kya Jadoo Mohabbat Title Lyrics

Song Title = Uuf Kya Jadoo Mohabbat Title
Movie/Album = Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai (2004)
Singers = Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Mehboob Alam Kotwal
Music Composer = Sandesh Shandilya
Director = Manoj J. Bhatia

Mp3 Song Lyrics

((Ehsaas ko ek naya rang mil gaya
Iss dil ko ek naya sang mil gaya
Iss rang ko iss sang ko
Naam mohabbat mil gaya
Uuf kya jaadoo mohabbat hai
Uuf kya jaadoo mohabbat hai

Tum paas ho par milo se
Fasle kyu lagte hai
Dil ne to apna mana tumhe
Lab kuch kehne se darte hai
Har ek ada ko tumhari sanam
Bade pyar se dekhe hai hum
Uuf kya jaadoo mohabbat hai
Uuf kya jaadoo

Aawaz jo mere dil ne dee
Tumhare bhi dil ne suni hai kya
Jo baat mere dil ko lagi
Tumhare bhi dil ko lagi hai kya
Aisa hi kuch hua hai agar
Yeh pehli mohabbat ka hai asar
Uuf kya jaadoo
Uuf kya jaadoo

Khud ke alava ek gair pe
Humko yakin kyu aane laga
Apne saher se uska nagar
Itna hume kyu bhane laga
Dil ka kamal yeh khila kahi
Dil ka kamal yeh khila kahi
Par yeh nikhar na jaane kya
Uuf kya jaadoo mohabbat hai
Uuf kya jaadoo mohabbat hai
Uuf kya jaadoo mohabbat hai.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Uuf Kya Jadoo Mohabbat Title

Uuf Kya Jadoo Mohabbat Title is a song from Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai 2004. It is sung by Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Mehboob Alam Kotwal. Music information: Sandesh Shandilya. Read the lyrics above and view the Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai 2004 album song list for more songs and album details.