Uttar Dakshin Poorab Pashchim Lyrics, Singer & Song Details

Aur Pyaar Ho Gaya 1997 album cover

Aur Pyaar Ho Gaya 1997 Album Details

Rahul Rawail
Nusrat Fateh Ali Khan
Javed Akhtar
Bobby Deol, Aishwarya Rai Bachchan, Shammi Kapoor

album songs
Uttar Dakshin Poorab Pashchim
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Uttar Dakshin Poorab Pashchim Lyrics

Song lyrics Title = Uttar Dakshin Poorab Pashchim
Song lyrics Movie/Album Name = AUR PYAAR HO GAYA
Singer(s) = ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Nusrat Fateh Ali Khan
Director = Rahul Rawail


Mp3 Song Lyrics

((Uttar dakshin poorab pashchim anjaani raahon mein ghoomoon
Din jhoome raatein jhoome do dil bhi jhoome main bhi jhoomoon
Tum jo kaho kehte raho ye hai deewangi

Ulti seedhi dayein bayein aage peechhe tu kyon ghoome
Arre din jhoome na jhoome raatein deewani bas tu hi jhoome
Yoon naachti yoon jhoomti kyon hai tu ghoomti

Uttar dakshin poorab pashchim anjaani raahon mein ghoomoon
Din jhoome raatein jhoome do dil bhi jhoome main bhi jhoomoon
Haan bhai haan

Pardesi hum aur paraaya nagar deewani tu chali hai kidhar
Ab meri baat maanle da chhod doon main ghar

Ye roshani mein nahaaya nagar rukti nahin hai kahin bhi nazar
In raaston ko chhodke jaayega kaun ghar

Zara thehro zara thehro thehro na
Mujhe chhodo mujhe chhodo chhodo na
Tu meri jaan aise kahan behki behki chali

Uttar dakshin poorab pashchim anjaani raahon mein ghoomoon
Haan din jhoome raatein jhoome do dil bhi jhoome main bhi jhoomoon
Haan bhai haan

Kam na hui jo teri mastiyaan badnaami hogi teri yahan
Arre kuchh to samajh se kaam le tere hosh hain kahan

Duniya banaati rahe dastaan badnami ka darr mujhe hain kahan
Ab to ye dil jahan kahe jaoongi main vahan

Zara thehro zara thehro thehro na
Mujhe chhodo mujhe chhodo chhodo na
Itna samajh aye nasamajh ye hai aawaargi

Uttar dakshin poorab pashchim anjaani raahon mein ghoomoon
Din jhoome raatein jhoome do dil bhi jhoome main bhi jhoomoon
Tum jo kaho kehte raho ye hai deewangi

Ulti seedhi dayein bayein aage peechhe tu kyon ghoome
Arre din jhoome na jhoome raatein deewani bas tu hi jhoome
Yoon naachti yoon jhoomti kyon hai tu ghoomti

Uttar dakshin poorab pashchim anjaani raahon mein ghoomoon
Din jhoome raatein jhoome do dil bhi jhoome main bhi jhoomoon
Haan bhai haan..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Uttar Dakshin Poorab Pashchim Video

About Uttar Dakshin Poorab Pashchim

Uttar Dakshin Poorab Pashchim is a song from Aur Pyaar Ho Gaya 1997. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Nusrat Fateh Ali Khan. Read the lyrics above and view the Aur Pyaar Ho Gaya 1997 album song list for more songs and album details.