Uska Naam Hai Piya Lyrics, Singer & Song Details

Paapi Devtaa 1995 album cover

Paapi Devtaa 1995 Album Details

Harmesh Malhotra
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
None

album songs
Uska Naam Hai Piya
Singer : Alka Yagnik

Uska Naam Hai Piya Lyrics

Song Title = Uska Naam Hai Piya
Movie/Album = Paapi Devta (1995)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant ,Pyarelal
Director = Harmesh Malhotra

Mp3 Song Lyrics

((Uska naam hai piya
Wo mangta hai dil mera
Uska naam hai piya
Wo mangta hai dil mera
Kya karu karu mai kya
Kya karu karu mai kya
O chhod hamko hai pata

Dil to tumne de diya
O chhod hamko hai pata
Dil to tumne de diya
Puchhti hai hamse kya
Puchhti hai hamse kya
Uska naam hai piya
Wo mangta hai dil mera
Mujhpe tum karo yaki
Karo yaki

Mujhpe tum karo yaki
Mil gaye the ham kahi
Maine dil diya nahi
Usne dil chura liya
Tune dil nahi diya
Tune kuch nahi kiya
Wo kaise ban gaya piya
Wo kaise ban gaya piya
Uska naam hai piya
Isme mera dosh kya
Kya karu karu mai kya
Kya karu karu mai kya
Uska naam hai piya

Kaise mil gayi nazar
Mujhko nahi kuch khabar
Jo hua hua magar
Meri marji ke bina
Tumko rab ka vasta
Are dhundho koi vasta
Kya karu karu mai kya
Kya karu karu mai kya
Ya to usko bhool ja
Ya to ho ja bewafa
Wo tujhko bhool jayega
Wo tujhko bhool jayega
Uska naam hai piya

Jo bhi ho hua kare
Maine dil diya jise
Jaan dungi mai use
Faisla ye kar liya
Saath denge ham tera
Is rog ki nahi daava
Par karenge ham duva
Par karenge ham duva
Uska naam hai piya
Wo mangta hai dil mera
Uska naam hai piya
Wo mangta hai dil mera...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Uska Naam Hai Piya

Uska Naam Hai Piya is a song from Paapi Devtaa 1995. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Paapi Devtaa 1995 album song list for more songs and album details.