Us Mulk Ki Sarhad Ko Lyrics, Singer & Song Details

Aankhen 1968 album cover

Aankhen 1968 Album Details

Ramanand Sagar
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
Mala Sinha, Dharmendra, Mehmood, Kumkum, Nazir Husain, Jeevan Sajjan

album songs
Us Mulk Ki Sarhad Ko
Singer : Mohammad Rafi

Us Mulk Ki Sarhad Ko Lyrics

Song Lyrics Title = Us Mulk Ki Sarhad Ko
Song Lyrics Movie = Aankhen 1968
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = Ramanand Sagar
Music Label = Saregama
Starring = Mala Sinha, Dharmendra, Mehmood, Kumkum,
Nazir Husain, Jeevan, Sajjan
Release on = 3rd September, 1968

mp3 songs


Us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta
Jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhe

Har tarah ke jajbat ka alan hai ankhe
Har tarah ke jajbat ka alan hai ankhe
Sabnam kabhi shola kabhi tufan hai ankhe
Sabnam kabhi shola kabhi tufan hai ankhe

Ankho se badi koi taraju nahi hoti
Ankho se badi koi taraju nahi hoti
Ghulta hai basar jisme wo mijan hai nakhe
Ghulta hai basar jisme wo mijan hai nakhe

Ankhe hi milati hai jamane me dilo ko
Ankhe hi milati hai jamane me dilo ko
Anjan hai ham tum, agar anjan hai ankhe
Hay anjan hai ham tum, agar anjan hai ankhe

Lab kuchh bhi kahe usse hakikat nahi khulti
Lab kuchh bhi kahe usse hakikat nahi khulti
Insan ke sach jhuth ki pahchan hai ankhe
Insan ke sach jhuth ki pahchan hai ankhe

Ankhe na jhuke teri kisi gair ke age
Ankhe na jhuke teri kisi gair ke age
Dunia me badi cheez meri jaan hai ankhe
Hay dunia me badi cheez meri jaan hai ankhe

Oooo oooo ooo

Us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta
Us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta
Jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhe
Jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhe....


Posted by : {Anamika Tyagi}

Us Mulk Ki Sarhad Ko Video

About Us Mulk Ki Sarhad Ko

Us Mulk Ki Sarhad Ko is a song from Aankhen 1968. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Aankhen 1968 album song list for more songs and album details.