Us Mast Nazar Pe Padi Lyrics, Singer & Song Details

Parwana 1947 album cover

Parwana 1947 Album Details

J K Nanda
Khawaja Khurshid Anwar
Deena Nath Madhok
K L Sehgal, Suraiya, K N Singh, Najma Nazir

album songs
Us Mast Nazar Pe Padi
Singer : Kundan Lal Saigal

Us Mast Nazar Pe Padi Lyrics

Song Title = Us Mast Nazar Pe Padi
Movie/album = Parwana (1947)
Singers = Kundan Lal Saigal
Song Lyricists = Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Music Director = Khawaja Khurshid Anwar
Director = J.K. Nanda

Mp3 Song Lyrics

((Us mast nazar pe padi jo nazar
Kajare ne kaha mat dekho idhar
Main ne kaha main to dekhunga
Kajare na kaha dekho ji magar
Kahi ulajh na jaana
Kahi ulajh na jaana
Kahi ulajh na jaana
Dekho ji kahi ulajh na jaana

Sundar mukhada nain suhaane
Sundar mukhada nain suhaane
Joban ke dwaar pe
Jaise khade ho do mastaane
Jaise khade ho do mastaane
Bhari nazar se dekha kisi ne
Bhari nazar se dekha kisi ne
Bole paas nahi aana
Kahi ulajh na jaana
Bole paas nahi aana
Kahi ulajh na jaana
Dekho ji kahi ulajh na jaana

Kajare ki dori hanse chori chori
Kajare ki dori hanse chori chori
Jaadu nazar kaa chala ke
Nazar ke sahaare
Adaao se maare
Zulfon kaa jaal bichha ke
Nazar ke sahaare
Adaao se maare
Zulfon kaa jaal bichha ke
Dekh ke haath badhaana
Kahi ulajh na jaana
Dekh ke haath badhaana
Kahi ulajh na jaana
Dekho ji kahi ulajh na jaana...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Us Mast Nazar Pe Padi

Us Mast Nazar Pe Padi is a song from Parwana 1947. It is sung by Kundan Lal Saigal. Lyrics are credited to Deena Nath Madhok. Music information: Khawaja Khurshid Anwar. Read the lyrics above and view the Parwana 1947 album song list for more songs and album details.