Urmila Ye Urmila Lyrics, Singer & Song Details

Kunwara 2000 album cover

Kunwara 2000 Album Details

David Dhawan
Aadesh Shrivastava
Sameer
Govinda, Urmila Matondkar

album songs
Urmila Ye Urmila
Singer : Alka Yagnik, Sonu Nigam

Urmila Ye Urmila Lyrics

Song Title = Urmila Re Urmila
Movie/album = Kunwara (2000)
Singers = Alka Yagnik, Sonu Nigam
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Aadesh Shrivastava
Director = David Dhawan
Music Label = Tips Music

Mp3 Song Lyrics

((Urmila yeh urmila yeh urmila, dil mein mere pyaarwaala gul khila
Urmila yeh urmila yeh urmila, dil mein mere pyaarwaala gul khila
Hasin tu jawaan main, lutaau tujhape jaan main
Chal shuru kare yeh chaahaton ka silsila
Hey manchala ye manchala o manchala, ja deewaane yu na mera dil jala
Hey manchala ye manchala o manchala, ja deewaane yu na mera dil jala
Na aise mera naam le, tu sabr se toh kaam le
Rehen de abhi jara jara sa faasla
Urmila yeh urmila yeh urmila, dil mein mere pyaarwaala gul khila

Shokhiya teri aankhon mein, mastiyaan teri saanson mein
Khusbuo ki rawaani hai, mere khaabon ki raani hai
Kaisa hai anaadi, na baat meri maani
Bebasi ko samjhe, na dard mera jaane
Hosh mein nahi hai ho gaya hai baawala
Urmila yeh urmila yeh urmila, dil mein mere pyaarwaala gul khila
Ha manchala o manchala o manchala, ja deewaane yu na mera dil jala

Chhede kyun mujhako raahon mein, aau na teri baahon mein
Chhod de mujhko jaana hai, tu toh paagal deewaana hai
Jaayegi kahaan tu, yuun bekaraar karke
Dekh toh deewaani ik baar mujhape marke
Lag ja tu gale se chhod sharm
Ha manchala o manchala o manchala, ja deewaane yu na mera dil jala
Na aise mera naam le, tu sabr se toh kaam le
Rehen de abhi jara jara sa faasla
Urmila yeh urmila yeh urmila, dil mein mere pyaarwaala gul khila
Hasin tu jawaan main, lutaau tujhape jaan main
Chal shuru kare yeh chaahaton ka silsila
Manchala o manchala o manchala, urmila yeh urmila yeh urmila..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Urmila Ye Urmila

Urmila Ye Urmila is a song from Kunwara 2000. It is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Kunwara 2000 album song list for more songs and album details.