Unhe Apna Bana Lena Lyrics, Singer & Song Details

Bedardi 1951 album cover

Bedardi 1951 Album Details

Kidar Sharma
Roshanlal Nagrath
Shamsul Huda Bihari
Geeta Bali, Jeevan, Amirbai Karnataki

album songs
Unhe Apna Bana Lena
Singer : Geeta Dutt

Unhe Apna Bana Lena Lyrics

Song Tilte = Unhe Apna Bana
Movie/album = Bedardi (1951)
Singers = Geeta Dutt
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari
Music Composer = Roshanlal Nagrath
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Unhe apna bana lena
Mujhe dil se bhula dena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena

Ho nazar milna nazar ka
Ek dhokha tha samjh lena
Nazar ke jab tere aansu gire
Mujhko gira dena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena

Main kadmo pe giru to
Mujhko raste se hata dena
Main gham ki dasta chhedu to
Sunkar muskura dena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena

Ek din agar meri tarha
Tumko bhi gham bhane lage
Ek din agar meri tarha
Tumko bhi gham bhane lage
Ek din gham bhane lage
Ek din to mujhko yaad karna
Aur do aansu baha lena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena.))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Unhe Apna Bana Lena Video

About Unhe Apna Bana Lena

Unhe Apna Bana Lena is a song from Bedardi 1951. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Bedardi 1951 album song list for more songs and album details.