Ummed Ki Koi Shama Lyrics, Singer & Song Details

Bewafa Sanam 1995 album cover

Bewafa Sanam 1995 Album Details

Gulshan Kumar
Nikhil, Vinay
Attaullah Khan Esakhelvi
Krishna Kumar, Shilpa Shirodkar, Sagar

album songs
Ummed Ki Koi Shama
Singer : Abhijeet Bhattacharya

Ummed Ki Koi Shama Lyrics

Song Lyrics Title = Ummed Ki Koi Shama
Song Lyrics Movie = Bewafa Sanam 1995
Singer = Abhijeet
Song Lyricists = Attaullah Khan Esakhelvi
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = Gulshan Kumar
Music Label = T-series

Mp3 Song Lyrics

((ummid ki koi shama jalti nahi, kyu rat ye gum ki mere dhalti nahi
ummid ki koi shama jalti nahi, kyu rat ye gum ki mere dhalti nahi
ummid ki koi shama jalti nahi, kyu rat ye gum ki mere dhalti nahi
kayi baar jo gaya the kahi jake kho gaye the
wo mosam to phir aa gaye
hame jo bhigo gaye the nase me dubo gaye the
wo badal to phir chha gaye
lekin khabar mahbub ki milti nahi
kyu rat ye gum ki mere dhalti nahi
ummid ki koi shama jalti nahi, kyu rat ye gum ki mere dhalti nahi

ye kaisi hai bewafayi meri yad bhi na ayi
bahut maine chaha jinhe
ha taswur me chaye hai wo jahan me samaye hai wo
to mai kaise bhulu unhe
unke bina dil ki kali khilti nahi
kyu rat ye gum ki mere dhalti nahi
ummid ki koi shama jalti nahi, kyu rat ye gum ki mere dhalti nahi..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Ummed Ki Koi Shama Video

About Ummed Ki Koi Shama

Ummed Ki Koi Shama is a song from Bewafa Sanam 1995. It is sung by Abhijeet Bhattacharya. Lyrics are credited to Attaullah Khan Esakhelvi. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Bewafa Sanam 1995 album song list for more songs and album details.