Umar Pachpan Ki Title Lyrics, Singer & Song Details

Umar 55 Ki Dil Bachpan Ka 1992 album cover

Umar 55 Ki Dil Bachpan Ka 1992 Album Details

Ajay Mehra
Dilip Sen, Sameer Sen
Yogesh Gaud
Kader Khan, Shakti Kapoor, Anupam Kher, Dinesh Hingoo, Aruna Irani, Shashi Kiran

album songs
Umar Pachpan Ki Title
Singer : Sarika Kapoor, Sudesh Bhonsle

Umar Pachpan Ki Title Lyrics

Song Title = Umar Pachpan Ki Title
Movie/Album = Umar 55 Ki Dil Bachpan Ka (1992)
Singers = Sarika Kapoor, Sudesh Bhonsle
Song Lyricists = Yogesh Gaud
Music Composer = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Ajay Mehra

Mp3 Song Lyrics

((Mai hu solha baras ki
Mai hu satrah baras ki
Mai hu athra baras ki o meri jaan
Mujhe unnis laga
Mai hu bees ki raja
Hui ikkees mai puri jawan
Solha satrah athra unnis bees
Aur ikkees ka jamela
Solha satrah athra unnis bees
Aur ikkis ka jamela
Meri umar gayi hai beet
Ab na hogi kisi se preet
Mera picha chodo rehne do
Akela re akela

Ye buddu bhola bhala yaar mera
Umar pachpan ki
Dil hai bachpan ka
Umar pachpan ki
Dil hai bachpan ka

Mai hu solha baras ki
Mai hu satrah baras ki
Mai hu athra baras ki o meri jaan
Mujhe unnis laga
Mai hu bees ki raja
Hui ikees mai puri jawan
Solha satrah athra unnis bees
Aur ikkis ka jamela
Solha satrah athra unnis bees
Aur ikkees ka jamela
Meri umar gayi hai beet
Ab na hogi kisi se preet
Mera picha chodo rehne do
Akela re akela

Ye buddu bhola bhala yaar mera
Umar pachpan ki
Dil hai bachpan ka
Umar pachpan ki
Dil hai bachpan ka....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Umar Pachpan Ki Title

Umar Pachpan Ki Title is a song from Umar 55 Ki Dil Bachpan Ka 1992. It is sung by Sarika Kapoor, Sudesh Bhonsle. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the Umar 55 Ki Dil Bachpan Ka 1992 album song list for more songs and album details.