Ulta Seedha 1985 - Download Mp3 Song

Ulta Seedha 1985

Ulta Seedha 1985

Subodh Mukherji
Rajesh Roshan
Majrooh Sultanpuri
Raj Babbar, Rati Agnihotri

album songs
Ulta Seedha Title
Singer : Kishore Kumar

Ulta Seedha Title Lyrics

Song Title = Ulta Seedha Title
Movie/album = Ulta Seedha (1985)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Subodh Mukherji

Mp3 Song Lyrics

((Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Jab teri duniya ka har kaam hain ulta
Kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta sidha
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa

Bachcha tadpe zakhmi, roye mamta
Insaan hu aakhir main kaise na sunta
Bachcha tadpe zakhmi, roye mamta
Insaan hu aakhir main kaise na sunta
Rote ko hasaaya, bigdi to bana aaya
Kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta sidha
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa

Murat pe to ganga jal jag fenke
Majbur ko jalta ghar koi na dekhe
Murat pe to ganga jal jag fenke
Majbur ko jalta ghar koi na dekhe
Vo ghar ko bachana tha, fir malik tu hi bata
Kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta sidha
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa

Ek din to hua aisa, sun daata
Main chor na tha fir bhi pakda jaata
Ek din to hua aisa, sun daata
Main chor na tha fir bhi pakda jaata
To pet bujurgo ka bharta na to kya karta
Kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta sidha
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Teri duniya hain mujhse khafa
Teri duniya hain mujhse khafa

Baate meri jhuthi sahi pyar to mera sachcha hain
Hisse ke dil jaate hain mil
Jhuth vo sach se achchha hain
Tumko yahi paane ka rasta tha jaanevafa
Kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta sidha
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Ai khuda, ai khuda aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Ulta Seedha Title Video

Video Description :

Ulta Seedha Title download mp3 song

Recent Tags : Ulta Seedha Title Lyrics | Ulta Seedha Title Video Song | Ulta Seedha Title free play mp3 song | Ulta Seedha Title free download mp3 song | Ulta Seedha Title Full Video Song | Free Ulta Seedha Title movie songs | Ulta Seedha Title free songs | Ulta Seedha Title play online | Ulta Seedha Title free mp3 song download | Ulta Seedha Title online play Song | Ulta Seedha Title Hindi Lyrics | Ulta Seedha Title Lyrics | Ulta Seedha Title online mp3 songs | Ulta Seedha Title full songs | Ulta Seedha Title online music | Ulta Seedha Title free Video | Ulta Seedha Title online Video | Ulta Seedha Title mp3 Download | Free Download Ulta Seedha Title song