Udh Jaana BRO Club Mix Lyrics, Singer & Song Details

Jaan E Maan 2006 album cover

Jaan E Maan 2006 Album Details

Shirish Kunder
Anu Malik
Gulzar
Salman Khan, Akshay Kumar, Preity Zinta

album songs
Udh Jaana BRO Club Mix
Singer : Sunidhi Chauhan, Adnan Sami

Udh Jaana BRO Club Mix Lyrics

Song Title = Udh Jaana BRO Club Mix
Movie or Album = Jaane-E-Mann (2006)
Singer = Earl Edgar D Souza, Sunidhi Chauhan, Adnan Sami,
Kunal Ganjawala
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer = Anu Malik
Director = Shirish Kunder

Mp3 Song Lyrics

((rang jamake ud jana tal bajake ud jana
jal bichake ud jana ud jana ud jana bro
rang jamake ud jana tal bajake ud jana
jal bichake ud jana ud jana ud jana bro

aashiki ye meri aaj ki to nahi fir ye kyu udne laga
titli ke pankh pe rang laye mujhko bhi udne ke dhang aaye
aise me koi jo sang aaye ud jana
rang jamake ud jana tal bajake ud jana
jal bichake ud jana ud jana ud jana bro

zindagi ka mausam kam baar baar ayega
dil se na ab guzre to ye ishq guzar jayega
do pal ka hai ye mausam jile jile kal hai ud jana
aashiki ye meri aaj ki to nahi fir ye kyu udne laga
chingari jale to udti hai khusbu bhi khile to udti hai
aashiki mile to udti hai ud jana
rang jamake ud jana tal bajake ud jana
jal bichake ud jana ud jana ud jana bro
rang jamake ud janatal bajake ud jana
jal bichake ud jana ud jana ud jana bro

hatho pe agar koi lele hum uski lakir ho jaye
koi aankho pe pesh kare to hum fakir ho jaye
jo dil kahe to sun lena sun le sun le kal hai ud jana
aashiki ye meri aaj ki to nahi fir ye kyu udne laga
dil hai dil udta parinda aakhir ye romani banda hai
pyar me zinda hai zinda hai ud jana
rang jamake ud jana tal bajake ud jana
jal bichake ud jana ud jana ud jana bro
rang jamake ud janatal bajake ud jana
jal bichake ud jana ud jana ud jana bro
put your hands together do you want more..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Udh Jaana BRO Club Mix

Udh Jaana BRO Club Mix is a song from Jaan E Maan 2006. It is sung by Sunidhi Chauhan, Adnan Sami. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Jaan E Maan 2006 album song list for more songs and album details.