Ud Chala Panchhi Ban Ke Lyrics, Singer & Song Details

Lafange 1975 album cover

Lafange 1975 Album Details

Harmesh Malhotra
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
None

album songs
Ud Chala Panchhi Ban Ke
Singer : Lata Mangeshkar

Ud Chala Panchhi Ban Ke Lyrics

Song Title = Ud Chala Panchhi Ban Ke
Movie/Album = Lafange (1975)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Harmesh Malhotra

Mp3 Song Lyrics

((Ud chala ud chala panchhi ban ke
Man mera sagar ke par
Ud chala panchhi ban ke
Man mera sagar ke par
Tu bhi aa sang mere dekh nazara
Ye ke bar ud chala panchhi ban ke
Man mera sagar ke par
Ud chala

Ye zindagi bas ek bar milti hai
Milti hai
Ye zindagi bas ek bar milti hai
Milti hai
Murja ke phir ye kali kab khilti hai
Bhar le apna daman in phulo ka
Kya aitbar ud chala panchhi ban ke
Man mera sagar ke par
Ud chala

Leke tera naam maine pukara hai
Pukara hai
Leke tera naam maine pukara hai
Pukara hai
Samjhe to kafi yahi ek ishara hai
Tera mera kya nata hai
Tu sawan hai mai hu bahar
Ud chala panchhi ban ke
Man mera sagar ke par
Ud chala panchhi ban ke
Man mera sagar ke par
Tu bhi aa sang mere dekh nazara
Ye ke bar ud chala panchhi ban ke
Man mera sagar ke par
Ud chala....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ud Chala Panchhi Ban Ke

Ud Chala Panchhi Ban Ke is a song from Lafange 1975. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Lafange 1975 album song list for more songs and album details.