Tute Jaise Taara Lyrics, Singer & Song Details

Raftaar 2009 album cover

Raftaar 2009 Album Details

Vickey S Kumar
Nitin Raikwar
Rashid Firozbadi
Aryan Singh, Vishal Kaushik, Tonisha Pawar

album songs
Tute Jaise Taara
Singer : Sukhwinder Singh

Tute Jaise Taara Lyrics

Song Title = Tute Jaise Taara
Movie/album = Raftaar = An Obsession (2009)
Singers = Sukhwinder Singh
Song Lyricists = Rashid Firozbadi
Music Director = Nitin Raikwar
Director = Vickey S. Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Tute jaise taara
Tute jaise taara waise tuta pyaar maara
Kismat mein thi kyun yeh judaayi chhuta yaar

mera
Kyun ashq bahein kho gayi khushiya
Kyun bankar bhi bigadi duniya
Kyun jakhm diya mujhe o mere rabba tu yeh bata
Rabba tu yeh bata
Tute jaisa taara

Rang khushi ke bikhar gaye, armaan saare ujad

gaye
Dil mein hai ghum ka dariya, apane saaye bichhad

gaye
Rang khushi ke bikhar gaye, armaan saare ujad

gaye
Dil mein hai ghum ka dariya, apane saaye bichhad

gaye
Na dard ruke bas tadape jiya, kyun milkar bhi

lut gayi duniya
Kyun juda kiya mujhe o mere rabba tu yeh bata
Rabba tu yeh bata
Tute jaisa taara

Mera mukkadar chhut gaya, mit mera kyun ruth

gaya
Yaadon mein usaka pehara, saaya abb yeh chhut

gaya
Mera mukkadar chhut gaya, mit mera kyun ruth

gaya
Yaadon mein usaka pehara, saaya abb yeh chhut

gaya
Kyun anjaane mein kusur huwa, kyun waqt bada

magrur huwa
Kyun chur huwa dil o mere rabba tu yeh bata
Rabba tu yeh bata

Tute jaisa taara aa aa aa...
Tute jaise taara, waise tuta pyaar maara
Kismat mein thi kyun yeh judaayi chhuta yaar

mera
Kyun ashq bahein kho gayi khushiya
Kyun bankar bhi bigadi duniya
Kyun jakhm diya mujhe o mere rabba tu yeh bata
Rabba tu yeh bata
Tute jaisa taara..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tute Jaise Taara

Tute Jaise Taara is a song from Raftaar 2009. It is sung by Sukhwinder Singh. Lyrics are credited to Rashid Firozbadi. Music information: Nitin Raikwar. Read the lyrics above and view the Raftaar 2009 album song list for more songs and album details.