Tune Jagaa Diya Lyrics, Singer & Song Details

Insaaf Ki Pukaar 1987 album cover

Insaaf Ki Pukaar 1987 Album Details

Rama Rao Tatineni
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Jeetendra, Anita Raj

album songs
Tune Jagaa Diya
Singer : Anuradha Paudwal,Mohammed Aziz

Tune Jagaa Diya Lyrics

Song Lyrics Title = Tune Jagaa Diya
Song Lyrics Movie = Insaf Ki Pukar (1987)
Singers = Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant,Pyarelal
Director = Rama Rao Tatineni
Music Label = BMG Crescendo

Mp3 Song Lyrics

((Tune jaga diya aaha tune jaga diya
Dil ke armano ko ab kon ab kon
Ab kaun sambhalega in tufano ko
Tune jaga diya aaha tune jaga diya
Dil ke armano ko
Tune jaga diya dil ke armano ko
Ab kon ab kaun,
Ab kaun sambhalega in tufano ko
Tune jaga diya aaha tune jaga diya

Kaam kiye hai ham dono ne
Bilkul do deewano jaise
Kaam kiye hai ham dono ne
Bilkul do deewano jaise
Tere naina mere naina teer kamano jaise
Tune tune tune chala diya
In teer kamano ko
Tune jaga diya aaha aaha tune jaga diya
Dil ke armano kotune jaga diya

Phulo par ja baithe bhawre
Mausam ne li angdayi
Phulo par ja baithe bhawre
Mausam ne li angdayi
Tune bhi ye bhed na khola
Maine bhi ye bat chhupayi
Kisne kisne kisne bata diya
Sare anjano ko
Tune jaga diya aaha tune jaga diya
Dil ke armano ko tune jaga diya

Aane lage ek khali dil mein
Shok mohabbat josh irade
Aane lage ek khali dil mein
Shok mohabbat josh irade
Aaye kaha se in hotho pe
Itni kasme itne wade
Tune tune tune basa diya
Ghar mein mehmano ko
Tune jaga diya aaha tune jaga diya
Dil ke armano ko ab kon ab kaun
Ab kaun sambhalega in tufano ko
Tune jaga diya aaha tune jaga diya...))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Tune Jagaa Diya

Tune Jagaa Diya is a song from Insaaf Ki Pukaar 1987. It is sung by Anuradha Paudwal,Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Insaaf Ki Pukaar 1987 album song list for more songs and album details.