Tumse Milna Julna Lyrics, Singer & Song Details

Insaaf The Justice 2004 album cover

Insaaf The Justice 2004 Album Details

Shrey Srivastava
Nikhil, Vinay
Sameer
Dino Morea, Namrata Shirodkar, Sanjay Suri

album songs
Tumse Milna Julna
Singer : Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Tumse Milna Julna Lyrics

Song Lyrics Title = Tumse Milna Julna
Song Lyrics Movie = Insaaf The Justise (2003)
Singer = Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Music Director = Nikhil, Vinay
Lyricist = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((tumse milna julna jo huwa hai - (2)
mere dil ko kuchh toh ho gaya hai
nind bhee kho gayee, chain bhee kho gaya hai

tumse milna julna jo huwa hai
mere dil ko kuchh toh ho gaya hai
tumse milna julna jo huwa hai
nind bhee kho gayee, chain bhee kho gaya hai

o tumse milna julna jo huwa hai
mere dil ko kuchh toh ho gaya hai

(meree har dhadkan me hai samaya, kyun apano sa lage paraya
dil nadan hai samajh na paya, aur chupke se aaya ) - (2)
bekhudee hai kya khushee hai, kya nasha hai - (2)
mere dil ko kuchh toh ho gaya hai
nind bhee udd gayee, chain bhee kho gaya hai

tumse milna julna jo huwa hai
mere dil ko kuchh toh ho gaya hai
la la la la la la la........ - (2)

(dil kee baate labon pe aaye
kahee sab kuchh hi badal na jaye
beghane apne ban jaye dil ghabraye hay) - (2)
kya sama hai, kya suhana silsila hai - (2)
mere dil ko kuchh toh ho gaya hai
nind bhee ud gayee, chain bhee kho gaya hai
tumse milna julna jo huwa hai, o tumse milna julna jo huwa hai
mere dil ko kuchh toh ho gaya hai

nind bhee kho gayee, chain bhee kho gaya hai

tumse milna julna jo huwa hai, mere dil ko kuchh toh ho gaya hai
tumse milna julna jo huwa hai))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Tumse Milna Julna

Tumse Milna Julna is a song from Insaaf The Justice 2004. It is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Insaaf The Justice 2004 album song list for more songs and album details.