Tumse Bichhadke Chain Kahan Lyrics, Singer & Song Details

Maharaja 1970 album cover

Maharaja 1970 Album Details

Naresh Saigal
Madan Mohan Kohli
Hasrat Jaipuri
Sanjay Khan, Nutan, Rajendra Nath, Murad, Jeevan, Helen, Manmohan

album songs
Tumse Bichhadke Chain Kahan
Singer : Lata Mangeshkar

Tumse Bichhadke Chain Kahan Lyrics

Song Title = Tumse Bichhadke Chain Kahan
Movie/Album = MAHARAJA
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = Naresh Saigal
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
Hoge jahan tum hum bhi vahin aa jaayenge
Poochho kyoon, haan haan haan haan
Poochho kyoon hum yeh kahenge
Ke tum ho hamaari manzil) - 2
Tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
Dil hamein laaya yahan hum aa gaye - 2
Dekhkar tum humko kyoon ghabra gaye
Raaz tum humraaz da saath jaise jism-o-jaan
Chhupke jaaoge kahan
Nazrein churaaoge aur nazar hum aayenge
Hum aayenge, hum aayenge
Tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
Kitna dilkash hai ya
Aao kaanton par hai phoolon par nazar
Darr hai kya deewaar kya, jeet kya hai haar kya
Ruk sakega pyaar kya
Phool to kya hai, kaanton ko hum mahekaayenge
Mahekaayenge, mahekaayenge
Tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
Naam honton par tumhaara dil mein pyaar - 2
Bas yehi saj dhaj yahin apna singaar
Zindagi tumse haseen tum kahin aur hum kahin
Dil khilona to nahin
Tum hi bata do kaise isse behlaayenge
Behlaayenge, behlaayenge
Tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
Hoge jahan tum hum bhi vahin aa jaayenge
Poochho kyoon, haan haan haan haan
Poochho kyoon hum yeh kahenge
Ke tum ho hamaari manzil
Tumse bichhadke chain kahan hum paayenge..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumse Bichhadke Chain Kahan

Tumse Bichhadke Chain Kahan is a song from Maharaja 1970. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Maharaja 1970 album song list for more songs and album details.