Tumsa Nahin Dekha Title Lyrics, Singer & Song Details

Tumsa Nahin Dekha 1957 album cover

Tumsa Nahin Dekha 1957 Album Details

Nasir Hussain
O P Nayyar
Majrooh Sultanpuri
Shammi Kapoor, Ameeta, Pran

album songs
Tumsa Nahin Dekha Title
Singer : Mohammed Rafi

Tumsa Nahin Dekha Title Lyrics

Song Title = Tumsa Nahin Dekha Title
Movie/Album = Tumsa Nahin Dekha (1957)
Singer = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Omkar Prasad Nayyar
Director = Nasir Hussain

Mp3 Song Lyrics

((Yoon To Humne Lakh Haseen Dekhe Hain
Tumsa Nahin Dekha

Uff Yeh Nazar Uff Yeh Ada Kaun Na Ab Hoga Fida
Zulfein Hain Ya Badliyaan Aankhen Hain Ya Bijliyaan
Jaane Kis Kiski Aayegi Sazaa
Yoon To Humne Lakh Haseen Dekhe Hain...

Tum Bhi Haseen Rut Bhi Haseen Aaj Yeh Dil Bas Mein Nahin
Raaste Khamosh Hain Dhadkane Madhosh Hain
Piye Bina Aaj Hamein Chadha Hai Nashaa
Yoon To Humne Lakh Haseen Dekhe Hain...

Tum Na Agar Bologe Sanam Mar To Nahin Jaayenge Hum
Kya Pari Ya Hoor Ho Itni Kyun Magroor Ho
Maan Ke To Dekho Kabhi Kisika Kaha
Yoon To Humne Lakh Haseen Dekhe Hain...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumsa Nahin Dekha Title

Tumsa Nahin Dekha Title is a song from Tumsa Nahin Dekha 1957. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: O P Nayyar. Read the lyrics above and view the Tumsa Nahin Dekha 1957 album song list for more songs and album details.