Tumsa Koi Nahin Zamaane Mein Lyrics, Singer & Song Details

Vapsi Sajan Ki 1995 album cover

Vapsi Sajan Ki 1995 Album Details

None
Anand Shrivastav
Azad Jullundhary
Rita Bhaduri, Shoma Sircar, Ashwini Bhave

album songs
Tumsa Koi Nahin Zamaane Mein
Singer : Anuradha Paudwal, Suresh

Tumsa Koi Nahin Zamaane Mein Lyrics

Song Title = Tumsa Koi Nahin Zamaane Mein
Movie/Album = Vapsi Saajan Ki (1995)
Singers = Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Azad Jullundhary
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Garvey Bedwal

Mp3 Song Lyrics

((Tumsa koi nahin zamaane mein
Tumsa koi nahin zamaane mein
Sari duniya ko aaj maya hai
Aisa lagta hai tujhko malik ne
Aisa lagta hai tujhko malik ne
Sirf mere liye banaya hai
Tumsa koi nahin zamaane mein

Phul jab bhi khile hai gulshan mein
Mahek tere badan ki aayi hai
Phul jab bhi khile hai gulshan mein
Mahek tere badan ki aayi hai
Hoth jab bhi khile hai tere sanam
Sari duniya hi muskurai hai
Jab bhi dekha hai chand ko meine
Jab bhi dekha hai chand ko meine
Mujhko tera khayal aaya hai
Tumsa koi nahin zamaane mein

Sokhiya aapne sikhayi hai
Mast sawan ki in hawao ko
Sokhiya aapne sikhayi hai
Mast sawan ki in hawao ko
Dekh kar aap ki si aar zulfein
Sharm aane lagi gatao ko
Bhiga bhiga sa ye badan tauba
Bhiga bhiga sa ye badan tauba
Mera iman dag magaya hai
Tumsa koi nahin zamaane mein

Tu farishta hai aasmano ka
Meri duniya mera naseeb hai tu
Tu farishta hai aasmano ka
Meri duniya mera naseeb hai tu
Meri nazaro mein tu samayi hai
Mere dil ke bahut karib hai tu
Ab na bichhadenge zindagi mein kabhi
Ab na bichhadenge zindagi mein kabhi
Hum ko taqdeer ne milaya hai
Tumsa koi nahin zamaane mein
Sari duniya ko aaj maya hai
Aisa lagta hai tujhko malik ne
Sirf mere liye banaya hai
Tumsa koi nahin zamaane mein...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tumsa Koi Nahin Zamaane Mein

Tumsa Koi Nahin Zamaane Mein is a song from Vapsi Sajan Ki 1995. It is sung by Anuradha Paudwal, Suresh. Lyrics are credited to Azad Jullundhary. Music information: Anand Shrivastav. Read the lyrics above and view the Vapsi Sajan Ki 1995 album song list for more songs and album details.