Tumne Na Humse Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Mein Kabhi Kabhi 1999 album cover

Pyaar Mein Kabhi Kabhi 1999 Album Details

Raj Kaushal
Shekhar Ravjiani
Mandira Bedi
Rinke Khanna, Dino Morea, Sanjay Suri

album songs
Tumne Na Humse
Singer : Mahalakshmi Iyer

Tumne Na Humse Lyrics

Song Title = Tumne Na Humse
Movie/Album = Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999)
Singer = Mahalakshmi Iyer
Lyricist = Mandira Bedi, Raj Kaushal
Music Director = Shekhar Ravjiani
Film Director = Raj Kaushal

Mp3 Song Lyrics

((Mmm Hmm Hmm Hmm Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Tumne Na Humse Kuch Kaha Tha

Humne Bhi Kuch Kaha Nahin
Ye Pyaar Kabh Ho Gaya Tha
Kya Ajeeb Hai Yeh Zindagi
Kuch Waqt Humne Sang Guzare
Chang Pal Saath Bhi Chale
Sang Sang Raha Mein Badhe Hum
Raha Jo Mile Bhi Na Mile
Abh Itni Door Tum Gayee Ho
Kya Ajeeb Hain Ye Silsiley
Abh Itni Door Tum Gayee Ho
Kya Ajeeb Hain Ye Silsiley
Tumne Na Humse Kuch Kaha Tha
Humne Bhi Kuch Kaha Nahin
Ye Pyaar Kabh Ho Gaya Tha
Kya Ajeeb Hai Yeh Zindagi
Tum Rahoogi Dil Ki Dhadkan Mein
Saans Bhi Na Lein Tumhare Bin
Aankhon Mein Basi Hansi Tumhari
Yaad Tum Rahogey Raat Din
Mere Har Rang Mein Base Ho
Kaise Main Kahoon Tu Ajnabi
Mere Har Rang Mein Base Ho
Kaise Main Kahoon Tu Ajnabi
Tumne Na Humse Kuch Kaha Tha
Humne Bhi Kuch Kaha Nahin
Ye Pyaar Kabh Ho Gaya Tha
Kya Ajeeb Hai Yeh Zindagi
Tumne Na Humse Kuch Kaha Tha
Humne Bhi Kuch Kaha Nahin
Ye Pyaar Kabh Ho Gaya Tha
Kya Ajeeb Hai Yeh Zindagi
Mmm Hmm Hmm Hmm Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Mmm Hmm Hmm Hmm Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tumne Na Humse

Tumne Na Humse is a song from Pyaar Mein Kabhi Kabhi 1999. It is sung by Mahalakshmi Iyer. Lyrics are credited to Mandira Bedi. Music information: Shekhar Ravjiani. Read the lyrics above and view the Pyaar Mein Kabhi Kabhi 1999 album song list for more songs and album details.