Tumko Dulhan Banayenge Hum Lyrics, Singer & Song Details

Mere Jeevan Saathi 2006 album cover

Mere Jeevan Saathi 2006 Album Details

Suneel Darshan
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Akshay Kumar, Karisma Kapoor, Amisha Patel, Gulshan Grover

album songs
Tumko Dulhan Banayenge Hum
Singer : Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Tumko Dulhan Banayenge Hum Lyrics

Song Title = Tumko Dulhan Banayenge Hum
Movie/Album = Mere Jeevan Saathi (2006)
Singer(s) = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Suneel Darshan
Music Label = Shree Krishna Audio

Mp3 Song Lyrics

((Mere Jeevan Saathi Mere Jeevan Saathi - 2
is Kadar Pyar Tumse Karte Hai
ho Ho Ho
tumko Dulhan Banayenge Hum
is Kadar Hum Bhi Tumpe Marte Hai
hmm Ho Ho Ho
tumko Dulha Banayenge Hum
mere Jeevan Saathi Mere Jeevan Saathi - 2

apne Rangin Khayalo Main Sajaya Hai Tumhe
apne Palko Ke Jharokho Main Bithaya Hai Tumhe
humne Iss Dil Mein Tumko Band Karke Rakha Hai
sirf Tumko Hi Pasand Karke Rakha Hai
dhadkanon Ki Sada Bhi Sunayee De
itne Najdeek Layenge Hum
is Kadar Hum Bhi Tumpe Marte Hai
tumko Dulha Banayenge Hum
mere Jeevan Saathi Mere Jeevan Saathi
mere Jeevan Saathi Mere Jeevan Saathi

chudiya Gori Kalayi Main Khanak Jaati Hai
ab Humhe Raat Ki Tanhai Main Tadpati Hai
apni Betabiyon Ka Dard Sunaye Kaise
haal Kaisa Hai Sanam Tumko Bataye Kaise
har Tamanna Ab Yahi Kehti Hia
na Kabhi Door Jayenge Hum
is Kadar Pyar Tumse Karte Hai
ho Tumko Dulhan Banayenge Hum
(mere Jeevan Saathi Mere Jeevan Saathi) - 4..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tumko Dulhan Banayenge Hum

Tumko Dulhan Banayenge Hum is a song from Mere Jeevan Saathi 2006. It is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Mere Jeevan Saathi 2006 album song list for more songs and album details.