Tumko Dekh Ke Jhoom Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Izzatdaar 1990 album cover

Izzatdaar 1990 Album Details

K. Bapaiah
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dilip Kumar, Govinda, Madhuri Dixit, Raghuvaran

album songs
Tumko Dekh Ke Jhoom Gaya
Singer : Alka Yagnik, Amit Kumar

Tumko Dekh Ke Jhoom Gaya Lyrics

Song Title = Tumko Dekh Ke Jhoom Gaya
Movie/Album = Izzatdaar (1990)
Singers = Alka Yagnik, Amit Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant-Pyarelal
Director = K. Bapaiah

Mp3 Song Lyrics

((Tumko dekh ke jhoom gaya
Lattu ki tarah main ghum gaya
Tumko dekh ke jhoom gaya
Lattu ki tarah main ghum gaya
Yani ke yani ke yani ke
Main tumpe lattu ho gaya
Main tumpe lattu ho gaya

Tumko dekh ke jhoom gayi
Lattu ki tarah main ghum gayi
Tumko dekh ke jhoom gayi
Lattu ki tarah main ghum gayi
Yani ke yani ke yani ke
Main tumpe lattu ho gayi
Main tumpe lattu ho gayi

Tujh bin jina duswar hua
Tu dusman hua ke yaar hua
Ek teer jigar ke par hua
Ye katal hua ya pyar hua
Lekin ab kya kya ho sakta
Honi thi mohabbat ho gayi
Yani ke yani ke yani ke
Main tumpe lattu ho gaya
Main tumpe lattu ho gaya
Tumko dekh ke jhoom gaya
Lattu ki tarah main ghum gaya
Yani ke yani ke yani ke
Main tumpe lattu ho gaya
Main tumpe lattu ho gaya

Ye mausam or ye josh kaho
Isme kiska hai dosh kaho
Ye mausam or ye josh kaho
Isme kiska hai dosh kaho
Kuchh mat puchho khamosh raho
Kuchh mat bolo madhosh na ho
Teri julfo ke saye me
Main bistar bichha ke so gaya
Yani ke yani ke yani ke
Main tumpe lattu ho gaya
Main tumpe lattu ho gaya
Tumko dekh ke jhoom gayi
Lattu ki tarah main ghum gayi
Tumko dekh ke jhoom gaya
Lattu ki tarah main ghum gaya
Yani ke yani ke yani ke
Main tumpe lattu ho gaya
Main tumpe lattu ho gayi..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tumko Dekh Ke Jhoom Gaya

Tumko Dekh Ke Jhoom Gaya is a song from Izzatdaar 1990. It is sung by Alka Yagnik, Amit Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Izzatdaar 1990 album song list for more songs and album details.