Tumhin Se Roshan Hai Raat Lyrics, Singer & Song Details

Lorie 1984 album cover

Lorie 1984 Album Details

Vijay Talwar
None
None
Shabana Azmi, Farooq Sheikh, Swaroop Sampat, Sulbha Deshpande, Rohini Hattanga

album songs
Tumhin Se Roshan Hai Raat
Singer : Asha Bhosle, Talat Aziz

Tumhin Se Roshan Hai Raat Lyrics

Song Title = Tumhi Se Roshan Hai Raat
Movie/Album = Lorie
Singer(s) = Asha Bhosle, Talat Aziz

Mp3 Song Lyrics

((Tumhi Se Roshan Hai Raat Meri-2
tumhi Se Harr Din Huwa Sunehra

uthhe Jahan Bhi Nazar Tumhaari-2
ho Zindagi Ka Wahin Savera

sajje Thay Kabse Tumhaare Sapne
meri Nigahon Ke Darpanon Mein

sulagti Rehti Thi Dheemi Dheemi
yeh Aag Madhma Ke Savanon Mein

sakoon Hai Jabse Geysuon Ki
haseen Chaaon Mein Hai Besera

uthhe Jahan Bhi Nazar Tumhaari
ho Zindagi Ka Wahin Savera

yeh Kaise Jaadoo Jaga Diye Hain
mere Khayalon K Aanganon Mein

sunoo Sadaaye Tumhaare Dil Ki
main Apne Seene Ki Dhadhkanon Mein

jidhar Bhi Jaoon Hai Saath Jaise
tumhari Baahon Ka Narm Gheyra

tumhi Se Roshan Hai Raat Meri
tumhi Se Harr Din Huwa Sunehra

naya Nahin Hai Yeh Dil Ka Mausam
bayi Nahin Hain Chaahtein Humaari

milay Nahin Thay Magar Hamesha
nigah Mein Thi Chhavi Tumhaari

thi Mere Dil Mein Tumhaari Dhadhkan
tumhaare Honton Pe Naam Mera

tumhi Se Roshan Hai Raat Meri
tumhi Se Harr Din Huwa Sunehra

uthhe Jahan Bhi Nazar Tumhaari
ho Zindagi Ka Wahin Savera-3 ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumhin Se Roshan Hai Raat

Tumhin Se Roshan Hai Raat is a song from Lorie 1984. It is sung by Asha Bhosle, Talat Aziz. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Lorie 1984 album song list for more songs and album details.