Tumhi Ne Dard Diya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Chhoo Mantar 1956 album cover

Chhoo Mantar 1956 Album Details

M. Sadiq
Omkar Prasad Nayyar
Jan Nisar Akhtar
Karan Dewan, Johnny Walker, Shyama

album songs
Tumhi Ne Dard Diya Hai
Singer : Geeta Dutt, Mohammed Rafi

Tumhi Ne Dard Diya Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Tumhi Ne Dard Diya Hai
Song Lyrics Movie = Chhoo Mantar (1956)
Singer = Mohd. Rafi, Geeta Dutt
Song Lyricists = Jan Nisar Akhtar
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = M. Sadiq
Music Label = Saregama
Starring = Karan Dewan, Johnny Walker, Shyama, Anita Guha

Mp3 Song Lyrics

((Gareeb Jaan Ke Humko Na Tum Mita Dena, Tumhin Ne Dard Diya
Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
Gareeb Jaan Ke...

Lagi Hai Chot Kaleje Pe Umr Bhar Ke Liye (2)
Tadap Rahe Hain Mohabbat Mein Ek Nazar Ke Liye, Nazar Mila Ke
Nazar Mila Ke Mohabbat Se Muskuraa Dena
Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
Gareeb Jaan Ke...


Jahan Mein Aur Hamaara Kahan Thikaana Hai (2)
Tumhaare Dar Se Kahan Uth Ke Humko Jaana Hai, Jo Ho Sake Toh
Jo Ho Sake Toh Muqadaar Mera Jaga Dena
Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
Gareeb Jaan Ke...

Mila Qaraar Na Dil Ko Kisi Bahaane Se
Tumhaari Aas Lagaayein Hain Ek Zamaane Se, Kabhi Toh Apni
Kabhi Toh Apni Mohabbat Ka Aasra Dena
Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
Gareeb Jaan Ke...

Geeta Dutt = Nazar Tumhaari Mere Dil Ki Baat Kehti Hai (2)
Tumhaari Yaad Toh Din Raat Saath Rehti Hai, Tumhaari Yaad Ko
Tumhaari Yaad Ko Mushkil Hai Ab Bhula Dena
Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
Tumhi Ne Dard Diya...

Mohd.Rafi = Milega Kya Jo Yeh Duniya Humein Sataayegi (2)
Tumhaare Bin Toh Humein Maut Bhi Na Aayegi, Kisi Ke Pyaar Ko
Kisi Ke Pyaar Ko Aasaan Nahin Mita Dena
Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
Gareeb Jaan Ke! ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumhi Ne Dard Diya Hai

Tumhi Ne Dard Diya Hai is a song from Chhoo Mantar 1956. It is sung by Geeta Dutt, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Jan Nisar Akhtar. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Chhoo Mantar 1956 album song list for more songs and album details.