Tumhi Ko Chaahta Hai Lyrics, Singer & Song Details

Baaghi 2000 album cover

Baaghi 2000 Album Details

Rajesh Kumar Singh
Nope
Nope
Sanjay Dutt Manisha Koirala and Aditya Pancholi

album songs
Tumhi Ko Chaahta Hai
Singer : Kavita, Kumar Sanu

Tumhi Ko Chaahta Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Tumhi Ko Chahata Hai
Song Lyrics Movie/Album Name = BAAGHI
Singer(s) = KAVITA KRISHNAMURTHY & KUMAR SANU


Song Lyrics

((Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai...

Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Khafa Na Ho O Jaana, Ke Dekhe Yeh Zamana
Main Ho Gaya Deewana, Dil Bekraar Hai

Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai...
Dal Ke Nazar Nazar Ki Mastiyan
Mujhpe Yu Girayi Tune Bijliyan

La La Ra La Ra La Ra La Ra

Dal Ke Nazar Nazar Ki Mastiyan
Mujhpe Yu Girayi Tune Bijliyan
Madhosh Main Hoon Ki Hosh Kho Gaya
Dil Ki Lagi Me Yeh Haal Ho Gaya
Ab To Bas Dil Pe Tumhara Ikhtiyaar Hai

Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Khafa Na Ho O Jaana, Ke Dekhe Yeh Zamana
Main Ho Gaya Deewana, Dil Bekraar Hai

Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai...

Aur Bhi Kareeb Aane Do Mujhe
Dhadkane Zara Churane Do Mujhe

Na Na Na, Na Na Na Na Na Na

Haan, Aur Bhi Kareeb Aane Do Mujhe
Dhadkane Zara Churane Do Mujhe

Tadpake Aise Na Jaao Janeman
Mujhko Gale Se Lagao Jaaneman
Kya Khila Khila Sama Hai Kya Bahar Hai
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai

Khafa Na Ho O Jaana, Ke Dekhe Yeh Zamana
Main Ho Gaya Deewana, Dil Bekraar Hai

Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Aye Aa Haa Haa
Aye Hoo Hoo Hoo
Aa Hey Hey Hey
Aye Hoo Hoo Hoo...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumhi Ko Chaahta Hai

Tumhi Ko Chaahta Hai is a song from Baaghi 2000. It is sung by Kavita, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Nope. Music information: Nope. Read the lyrics above and view the Baaghi 2000 album song list for more songs and album details.