Tumhi Dekho Naa Lyrics, Singer & Song Details

Kabhi Alvida Naa Kehna 2006 album cover

Kabhi Alvida Naa Kehna 2006 Album Details

Karan Johar
Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa
Javed Akhtar
Shahrukh Khan, Rani Mukherjee, Amitabh Bachchan, Abhishek Bachchan, Preity Zinta

album songs
Tumhi Dekho Naa
Singer : Alka Yagnik, Sonu Nigam

Tumhi Dekho Naa Lyrics

Song Title = Tumhi Dekho Na
Movie/Album = Kabhi Alvida Naa Kehna 2006
Singer(s) =Alka Yagnik, Sonu Nigam
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Director = Karan Johar

Mp3 Song Lyrics

((tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
main hairaan hoon tumhen kya kahu
ke din mein hui kaisi chaandani
jaagi jaagi si hai phir bhi khwaabon mein hai
khoyi khoyi zindagi
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri

behke behke se mann
mehke mehke se tann
ujli ujli fizzaon mein hai
aaj ham hai jahaan
kitni ranginiyan
chhalki chhalki nigaahon mein hai
neeli neeli ghataaon se hai chhan rahi
halki halki roshni
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
main hairaan hoon tumhen kya kahu
ke din mein hui kaisi chaandani

main toh anjaan thi yun bhi hoga kabhi
pyar barsega yun toot ke
sach yeh ikraar hai sach yahi pyar hai
baaki bandhan hai sab jhuth ke
meri saanson mein hai ghul rahi pyar ki
dheemi dheemi raagini
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
main hairaan hoon tumhen kya kahu
ke din mein hui kaisi chaandani
jaagi jaagi si hai phir bhi khwaabon mein hai
khoyi khoyi zindagi
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
yeh din mein hui kaisi chaandani..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumhi Dekho Naa

Tumhi Dekho Naa is a song from Kabhi Alvida Naa Kehna 2006. It is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa. Read the lyrics above and view the Kabhi Alvida Naa Kehna 2006 album song list for more songs and album details.