Tumhen Hum Yaad Karte Hai Lyrics, Singer & Song Details

Rukhsana 1955 album cover

Rukhsana 1955 Album Details

R C Talwar
Sajjad Hussain
Khumar Barabankvi
Kishore Kumar, Meena Kumari, Shammi, Kum Kum

album songs
Tumhen Hum Yaad Karte Hai
Singer : Asha Bhosle

Tumhen Hum Yaad Karte Hai Lyrics

Song Title = Tumhen Hum Yaad Karte Hai
Movie/album = Rukhsana (1955)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Khumar Barabankvi
Music Director = Sajjad Hussain
Director = R.C. Talwar

Mp3 Song Lyrics

((Tumhein hum yaad karte hain
Tumhein hum yaad karte hain
Kahaan ho tum, kahaan ho tum
Yahi fariyaad karte hain
Tumhein hum yaad karte hain
Tumhein hum yaad karte hain

Lutaa kar apni duniya ham
Chale hain teri mehfil se
Lutaa kar apni duniya ham
Chale hain teri mehfil se
Khushi mein jo guzara wo
Zamaana yaad karte hain
Tumhein hum yaad karte hain
Tumhein hum yaad karte hain

Ummeedein hain na khushiyaan hain
Umangein hain na armaan hain
Ummeeden hain na khushiyaan hain
Umangen hain na armaan hain
Tumhaare gham se ab dil kaa
Jahaan aabaad karte hain
Tumhein hum yaad karte hain
Tumhein hum yaad karte hain
Kahaan ho tum, kahaan ho tum
Yahi fariyaad karte hain
Tumhein hum yaad karte hain
Tumhein hum yaad karte hain..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tumhen Hum Yaad Karte Hai

Tumhen Hum Yaad Karte Hai is a song from Rukhsana 1955. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Khumar Barabankvi. Music information: Sajjad Hussain. Read the lyrics above and view the Rukhsana 1955 album song list for more songs and album details.