Tumhe Maine Chaha Lyrics, Singer & Song Details

Raftar 1955 album cover

Raftar 1955 Album Details

Nakshab
Shivram Krishna
Nakhshab Jarchavi
Talat Mahmood, Nadira, Baby Nazz, Meenakshi, Burque Lotan, Baby Naaz

album songs
Tumhe Maine Chaha
Singer : Talat Mahmood

Tumhe Maine Chaha Lyrics

Song Title = Tumhe Maine Chaha
Movie/album = Raftar (1955)
Singers = Talat Mahmood
Song Lyricists = Nakhshab Jarchavi
Music Director = Shivram Krishna
Director = Nakshab

Mp3 Song Lyrics

((Tumhe maine chaha badi chot khayi
Tumhe maine chaha badi chot khayi
Mohabbat ne kya meri halat banai
Tumhe maine chaha badi chot khayi

Kaha aa gaya main kaha re kaha re
Na apni khabar hai re
Na khud hai parai
Tumhe maine chaha badi chot khayi

Akele mein koi sahara to hota
Mera dubata ji ubhara to hota
Tumhe dhundhte dhundhte kho gaya
Main kaha hu kahi se pukara to hota
Kahi se tumhari na aawaz aayi
Tumhe maine chaha badi chot khayi

Yahi hai yahi kya mohabbat ki rashmein
Na tum mere bas mein na dil mere bas mein
Kisi tarha ae kash main bhul jau
Adao ke wade nigaho ko kasmein
Wo wade wo kasmein
Magar bewafai
Tumhe maine chaha badi chot khayi

Mohabbat ke rangi manjar dikha kar
Nazar chhin li mujhse nazre churakar
Mujhe kahe ko tumne dhokhe mein rakha
Na mere bane mujhko apna bana kar
Mita kar mujhe apni duniya basai
Tumhe maine chaha badi chot khayi
Mohabbat ne kya meri halat banai
Tumhe maine chaha badi chot khayi..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tumhe Maine Chaha

Tumhe Maine Chaha is a song from Raftar 1955. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Nakhshab Jarchavi. Music information: Shivram Krishna. Read the lyrics above and view the Raftar 1955 album song list for more songs and album details.