Tumhari Palkon Ki Chilman Me Lyrics, Singer & Song Details

Nakhuda 1981 album cover

Nakhuda 1981 Album Details

Dilip Naik
Mohammed Zahur Khayyam
Nida Fazli
Kulbhushan Kharbanda, Raj Kiran, Swaroop Sampat, Madan Puri, Bharat Kapoor

album songs
Tumhari Palkon Ki Chilman Me
Singer : Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh

Tumhari Palkon Ki Chilman Me Lyrics

Song Title = Tumhari Palkon Ki Chilman Me Kya
Movie/Album = Nakhuda (1981)
Singers = Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh
Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Dilip Naik

Mp3 Song Lyrics

((Tumhari palko ki chilmano me
Ye kya chupa hai sitare jaisa
Hasin hai ye hamare jaisa
Sarir hai ye tumhare jaisa
Tumhare khwabo ke ayine me
Ye kya chupa hai hamare jaisa
Jawan hai ye hamare jaisa
Hasin hai ye tumhare jaisa

Tumhari baho me chupke hamne
Tumhi ko tumse chura liya hai
Tumhari baho me chupke hamne
Tumhi ko tumse chura liya hai
Churane wale ke hath hamne
Jo kho diya tha wo pa liya hai
Tumhare hotho ki khamoshi ne
Ye kya chupa hai isare jaisa
Hasin hai ye hamare jaisa
Sarir hai ye tumhare jaisa

Naye musafir ke kon hai hum
Maye musafir ko ye bata do
Naye musafir ke kon hai hum
Maye musafir ko ye bata do
Wo tumse khud hi karega bate
Karib aage ise jaga do
Tumhari sarmili sokhiyo me
Ye kya chupa hai sarare jaisa
Tumhare khwabo ke ayine me
Ye kya chupa hai hamare jaisa
Jawan hai ye hamare jaisa
Hasin hai ye tumhare jaisa.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumhari Palkon Ki Chilman Me

Tumhari Palkon Ki Chilman Me is a song from Nakhuda 1981. It is sung by Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh. Lyrics are credited to Nida Fazli. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Nakhuda 1981 album song list for more songs and album details.