Tumhari Kasam Tum Lyrics, Singer & Song Details

Gopalaa 1994 album cover

Gopalaa 1994 Album Details

Akash Jain
None
Ravindra Jain
Chunky Pandey, Shilpa Shirodkar, Kiran Kumar

album songs
Tumhari Kasam Tum
Singer : Kavita, Kumar Sanu

Tumhari Kasam Tum Lyrics

Song Title = Tumhari Kasam Tum
Movie/album =Gopalaa (1994)
Singers =Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Song Lyricists = Ravindra Jain
Director = Vijay Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye
Tumhari kasam tum bahot yaad aaye
Ho sitaaron se jab ye zamee zhilmilaye
Tumhari kasam tum bahot yaad aaye
Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye
Tumhari kasam tum bahot yaad aaye

Jawaan ho chale hain aa
Ye phoolo ke mausam aa
Ye baarish ki reem jheem aa
Ye jhulo ke mausam aa
Jawaan ho chale hain ye phoolo ke mausam
Ye baarish ki reem jheem ye jhulo ke mausam
Ho jawaan ho chale hain ye phoolo ke mausam
Ye baarish ki reem jheem ye jhulo ke mausam
Koi jab nasheeli dhun ghun ghuanye
Tumhari kasam tum bahot yaad aaye
Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye
Tumhari kasam tum bahot yaad aaye

Karen chaand chaandani se
Jab mulakaate aa haa
Karen phool bhawarein se hehe
Mohabbat ki baatein aa
Karen chaand chaandani jab mulakaate
Karen phool bhawarein se mohabbat ki baatein
Karen chaand chaandani jab mulakaate
Karen phool bhawarein se mohabbat ki baatein
Laher jab kinaro ki baahon mein aaye
Tumhari kasam tum bahot yaad aaye

Ho sitaaron se jab ye zamee zhilmilaye
Tumhari kasam tum bahot yaad aaye
Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye
Tumhari kasam tum bahot yaad aaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumhari Kasam Tum

Tumhari Kasam Tum is a song from Gopalaa 1994. It is sung by Kavita, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: None. Read the lyrics above and view the Gopalaa 1994 album song list for more songs and album details.