Tumhari Jaane Tamanna Lyrics, Singer & Song Details

Laila Majnu 1945 album cover

Laila Majnu 1945 Album Details

Nazir
Govind Ram
Tanvir Naqvi
M. Esmail, Gope, Khalil

album songs
Tumhari Jaane Tamanna
Singer : Zohrabai Ambalewali

Tumhari Jaane Tamanna Lyrics

Song Title= Tumhari Jaane Tamanna
Movie/album = Laila Majnu (1945)
Singers = Zohrabai Ambalewali
Song Lyricists = Tanvir Naqvi
Music Director = Govind Ram
Director = Nazir
Music Label = Young India Records

Mp3 Song Lyrics

((Tumhari jaane tamanna salam kehti hai
Tumhari jaane tamanna salam kehti hai
Jise samjhte hai apna salam kehti hai
Jise samjhte hai apna salam kehti hai
Tumhari jaane tamanna salam kehti hai

Hawa yeh kaisi ke daman ko chum kar kehna
Na pher mujhse mohabbat bhari nazar kehna
Mere huzur se yeh hath jod kar kehna
Tumhare ishq ki duniya salam kehti hai
Tumhare ishq ki duniya salam kehti hai

Yeh duniya kaid se mujhko chhuda rahi hai aaj
Fiza ko gham ka fasana suna rahi hai aaj
Jise hai sunte mohabbat bujha rahi hai aaj
Larajte hath se laila salam kehti hai
Larajte hath se laila salam kehti hai
Tumhari jaane tamanna salam kehti hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumhari Jaane Tamanna

Tumhari Jaane Tamanna is a song from Laila Majnu 1945. It is sung by Zohrabai Ambalewali. Lyrics are credited to Tanvir Naqvi. Music information: Govind Ram. Read the lyrics above and view the Laila Majnu 1945 album song list for more songs and album details.